Police wala apne bache se
Police wala apne bache se: Beta tumhara result achha nahi aya aj se tumhara khelna tv dekhna
band
.
.
Son: Ye 50 Rs pakro or is bat ko yahien daba do":-
by Abdul Sami (few years ago!) / 1017 views
Similar Jokes
Santa- ye bata ki duniya me kitne desh hai?
Banta- kar di na paglon wali bat,
duniya me 1 hi desh hai INDIA,
baki sab to videsh hai!
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ne Market Mein Ek Aadmi Se Puchha
Pathan: “P.C.O Kidhar Hai?”
Aadmi Ne Ishara Kar Ke Bataya.
Pathan PCO Mein Gaya, Jeb Se Mobile Nikala Or Baat Kar Ke Bahar Aa Gaya.
Aadmi Ne Poocha: “Jab Aap Ke Paas Mobile Tha To Aap P.C.O Main Kyun Gaye”
Pathan: “Mere Dost Ne Kaha Tha, Ke P.C.O Se Phone Karo Ge To Paise Kam Lagenge.“
by Pak101.com (few years ago!)
Aik aadmi jangal jangal se guzar raha tha
Lion: "aaj mein tumhara khoon pi jaaonga".
Aadmi: "mera khoon thanda hai, mere piche aik nojawaan aaraha hai us ka khoon garam hai uss ka khoon pina."
Lion: "nahi, aaj mera dil cold drink pine ko ji chah raha hai."
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
ek chor ko ko police dh0ndh rahe thi
ch0r jaldi se jhulay me late geya,or feedar munh me daal lia..
P0lice kya kar rahe ho?
Chor,FEEDAL PEE LAHAA HUN UNTAAL
police,jaldi piy0o phr,PEEP PEEP Pe jaen ge
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A Man Jumpd into Water & Didnt Come Out
Anothr Man Jumpd into Water & Didnt Come Out
A Pathan Scientst Was Watching
& Concluded
“Humans r Soluble in water”
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa: Ye TV kitne Ka h?
Salesman: 1lakh Rs.
Santa: Y anythin Special?
Sal: Light chali gyi to Automatic off ho Jayega..
Santa: Oh,pack it..
by Pak101.com (few years ago!)
HaaZa ZARDAaaRIun Anni DaTunn BaghairatUn Azaabun Fi InsanUn FasaadUn KhabeesUn, Asal-HaramdatUnn Aata-Tunn, Bijli-Sunn Petrol-Gumm, Bhum Bhum Damakatun Or to Or Hoor Sunn balancun chekun 12pais0n TAXun TunnUn KameenUn KUTTUN Da PutterUn Don’t DeletUn FrwdtUun FarzUunn…!
by Abdul Sami (few years ago!)
Sardar: Aap K Father Ki Death Kaise Hui?
Friend: Burhape Ki Waja Se
Sardar: Hamare Mohallay Mein
Isi Beemari Ki Waja Se
Kyi Bache Halaak Ho Chukay Hain
by Pak101.com (few years ago!)
Aik kutta doosray se:
Oye aaj kal jahan rush ho wahan se nikal jaya kr.
Doosra: Kyon?
Pehla: Salay, agr dhamaka hogya tu insanon ki moat
maray ga.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Police:darwaza kholo tmhari bivi truck ke niche aa kar paper jaisi ban gai hai.
Sardar:pher darwaza kholne ka kia faida gate k neche se de do
by Sabir shah (few years ago!)