Ek dukhi girlfriend ne,
Ek dukhi girlfriend ne,
apne boyfrnd ke liye,
shayari likhi……………….
.
.
Phoolo ka raja,
Baharo ka shahzada…..
.
.
Dil tor kar chala gaya… .
.
.
.
.
KUTTA, KAMINA, HARAMZADA
by Mohammad Ali (few years ago!) / 1205 views
Similar Jokes
Ak Mareez Ne Doctor Se Kaha,
Main Ek Month Se 50Rs. Ki Rozana Dawa Kha Raha Hoon
Lekin Mujhe Koi Fayda Nazar Nahi Aa Raha,
Doctor: Acha To Main Apko Kal Se 40 RS. KI
Dawai Dun Ga,
Jis Se Apko Roz Ka 10RS. Ka Fayda Nazar Aye Ga.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ustaad: 80 + 90 kitne hote hain?
Shagird: 100. Ustaad:
Nahain! 170 hote hain.
Shagird: Leakin hum ne to bachpun se sunna hai akkar bakkar bambe boo 80, 90 pora 100.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Nazar kuch nai aata ankhen band hone k baad
dockter se jo pocha is ka ilaaj
de kar 4 tablets bola kha lena 2 jagne se pehlay 2 sonay k bad
by Sabir shah (few years ago!)
Beta; Papa Ami Ke 7 Kya Kar Rahe Ho?
Bap; Pani Dal Raha Hu,
Beta; Ami Ke Tanki Itni Free Hai Din Ke Nokar Rat Ke Ap Dalte Ho,,,
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek jageer daar sahab sheher mein apney naey parosi ko maroob kerney keliey bata rahey they,
“Agar mein subah apni car mein beth ker apni zameenein dekhney nikloon to shaam honey tak aadhi zameenein bhee nahi dekh sakta”
Parosi ney izhaar-e-afsos kertey huey kaha, “Hamarey paas bhee bohat saal pehley aisee hi ek car hua kerti thee”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar: doctor sahib ye dawa to kahin se nahi mil rahi.
Pathan doctor:
Ooh hoo.. dawai likhna to hum bhul hi gaya ye to hamara signature hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana. Kal
Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony
mein mere lakhon rupaye fase huye hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek ladka ek ladki k saath baitha tha. 2nd day doosri ladki k saath dekha gaya. 3rd day koi aur ladki thi. 4th day kisi nayi ladki ke saath tha
Moral: ladkiyan badal jaati hain, ladke nahin badaltey
by Pak101.com (few years ago!)
Girl:- Jaldi khidki se kudo, papa aa gye hai.
Boy:- Lekin ye 13v mnzil hai,
Girl:- Janu ye shagun - apshagun sochne ka waqt nhi hai jaldi kudo.
by Pak101.com (few years ago!)
GIRL : Suna he is ghar me Bhoot Pret rehte H
GOLU: Pata nahi Mainto 7 saal pehle mar gaya tha
MORAL : GOLU ko marne k baad bhi akal nahi aayi
by Pak101.com (few years ago!)