Ghadha cori ho gia
Aik shakhs ka gadha chori ho gia
|
|
|
|
ap q gaor kar rahe hain lagta hai ap ne dhondh k dena hai
by Sabir shah (few years ago!) / 786 views
Similar Jokes
Convent school k bache zoo me-00h! wow monkey is
sleeping don't disturb
.
.
.
.
.
.
Govt. Scool k bache- OYE HOYE DEKH TERA BAAP
SO RAHA HAI, PATHAR MAAR SAALE KO....
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bhakt: Bhagwan muje drd de,
Dukh de, Tension de,
Mujhe barbad kar de,
Mere piche har muskil laga de.
Bhagwan : Abe ek line mein bol na "GIRLFRIEND" chahiye.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher : What comes after 69?:|
Student : Mouthwash X_X
Teacher : Get out /:)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik shohar apni beghum ko hr bat per danta krta tha ,jab wo boil anda lati to bolta aamlet kyun nhi banaya or jb aamlet bana kr lati to phr bi dant ta ke boil kyun nhi kya, aik din beghum do ande aik biol or aik aamlet bana kr lai ,shohar phr bi guse me lal ho kr bola beghum ap ko samjh nhi ata k kon sa anda boil or kon sa aamlet banana he
by tanveer hussain (few years ago!)
Aik shakhs hanpta hua railway incharj kay pas aaya aur kehnay laga.
Janab! Aanay wali rail foran rok di jaye. Rastay mein is kay ulatnay ka khatrah hai.
Chunancha khatray kay pesh nazar rail kehin door rokwa di gayi aur railway kay officer is aadmi kay sath khatray wali jagah ka muaina karnay chalay gaye. Is shakhs nay railway line par paray kelay kay chilkay ki taraf ishara kartay huye kaha: Janab! Rail ko is chilkay say phisal kar ulatnay ka khatra tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pati ghar pahuncha to patani ne goshana
ki – maine aaj naukarani ko nikal diya hai.
Pati udas hokar – Are, use ek mauka to
diya hota.
Patni(Pati Se) – Per mai aapko koi mauka
nahi dena chahati.
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikari (Aadmi say) bhayi do ropay ka sawal hai?
Aadmi : Sirf do rupay hi ka kiun?
Bhikari: Mein aadmi ki awqaat deikh kar hi mangta hon.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Admi ne Hotal k Room mai Computer dekha to socha k BV ko Mail kr doon.
Jaaldi mai mail Ghalat Address pr Send hogaee.
Jis Orat ko Mail maili us k Shohar ka 2 din pehly inteqal hua tha.
Mail Parhty hi Orat Behosh hogaee,Likha tha Begum Me Kheriyat se Pohunch Gya hoon Idhar Net b Mojud he,Jaga Choti Pr Shandaar Hai,Thandi Thandi Hawa Jannat Ka Maza Deti Hai.Dhool Matti Nhi Hai,Mene Jo White Kaprre Pehne Thy Wo Ab Tk White Hian,Kal Hi Tumhy B Blwa Lun Ga
*~~InShaLLaH~~*
by Hader Maher (few years ago!)
1 Pathan Ki Chappal Kisi Ne Churali,
Wo Seedha Qabristan Pohoncha
Aur Wahan Beth K Kehne Laga.
Khocha Hum Se Bach K Kahan
Jaega Eik Na Eik Din To Yahan Ayega.
by Pak101.com (few years ago!)
Makhlooq ko mat Tang kia kero
Once a Molvi went 2 Zardarii
&
Said !
“Makhlooq ko mat Tang kia kero Werna Allah ka Aazab ayega “
Zardari said!
Bholay Badshao ! Mein he wo Azaab hoon jo aa Chuka hai
by Mazhar Khan (few years ago!)