kya us din
Teacher: Qayamat k din zamin phat jayegi,
Aasmaan tukray tukray ho jayega,
Har cheez fana ho jayegi.
Pathan Student: To kya us din school ki chutti hogi?
by Abdul Hannan (few years ago!) / 1048 views
Similar Jokes
Teacher: Aaj tum late kyu aaye? School 7 baje shuru hota he.
Funny Kid: Madam, Aap meri fikar mat kia karo, School shuru karwa dia karo.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa school me hans raha tha,
1 ladhka bola chup kar
santa:-Q,tum kon ho..?
Ladhka:-main moniter hu
Santa bola:-main CPU hu...Ab bol...
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan galti se samunder me gir gaya.... Doobte doobte uske hath me machli aayi....use pakad kar bahar pheka aur bola Ja tu toh apni jan
bacha le...;-)
by Abdul Basit (few years ago!)
Pathan: What are you doing now a days
Friend: I’m doing my FSc.
Pathan: Do whatever you did, but you should keep your study ahead
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Sardar Jee Sochtay Rahay
Sochtay Rahay
Saari Zindagee Sochtay Rahay
Aur
Sochtay Sochtay Maar Gaay
Keh Agar Meri Sister Kay 2 Bhai Hain To Mera 1 Kiyoon Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Husband wife ki godh mein leta hua thaa.
Wife: Kaisa lag raha hai ji?
Husband: Aise jaise Bhagwan Vishnu shesh naag ki Godh mein lete hon.
by Pak101.com (few years ago!)
Police : Tumhara Dost Kese Mara
Sardar : Pata Nahi Wo Bola Mere Pet Me Chuhe Kud
Rahe He
To Mene Usko Chuhe Marne Ki Dawa Khila Di
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan English sekny obama k pas gia 3month bad waps aya to pthn ko obama ka phone aya
Pathan: hi obama hw r u?
Obama: yaara tum english ch0ro nswaar bhej0!…
by Mohammad Ali (few years ago!)
Sardar: Itnay saray log football ko laat kion mar rahay hain?
.
Admi: Goal karny ke lie
.
Sardar: Gol hi tu hai, owr kitna gol karengay?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Laloo to his P.A.: Itne khiladi kyun football ko laat maar rahe hai?
P.A.: Goal karne ke liye.
Laloo: Susra, ball toh pahle se hi gol hai aur kitna gol karenge
by Pak101.com (few years ago!)