Rakhi sawat started acting
If Rakhi Sawant started acting in Ekta Kapoor
soaps as the Drama Queen, what would be the
name of the serials ?
Kyonki Saas bhi Kabhi Item Girl Thee
Kahin Kissing Roz
Kyaa Hoga Mika Kaa
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 997 views
Similar Jokes
Santa : Cheel ko English main Kya Kehte Hain.
Banta : Eagle
Santa : Agar cheel bimar ho jaye to?
Banta : Illeagal
by Mohammad Ali (few years ago!)
Aik shakhs hanpta hua railway incharj kay pas aaya aur kehnay laga.
Janab! Aanay wali rail foran rok di jaye. Rastay mein is kay ulatnay ka khatrah hai.
Chunancha khatray kay pesh nazar rail kehin door rokwa di gayi aur railway kay officer is aadmi kay sath khatray wali jagah ka muaina karnay chalay gaye. Is shakhs nay railway line par paray kelay kay chilkay ki taraf ishara kartay huye kaha: Janab! Rail ko is chilkay say phisal kar ulatnay ka khatra tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
AEk Aadmi rozy nhi rkhta tha. Us k peer ne kaha tum roza rakho me wada krta hoon roz tumhari aek Dua qubool hogi.
Us ne roza rkha. Sara din barri mushkil se guzara.
Sham ko roza khol k peer k paas chla gya.
Peer ne kaha maango kya mangte ho?
Wo bola peer sahb subha EID karwa dou.
by Pak101.com (few years ago!)
Faqeer: Pehle Aap 10 Rupe Dete They,
Phir 5, Ab 1 Rupya Kyu?
Aadmi Pehle Mein Kunwara Tha,
Phir Shadi Ki, Ab Bache Hein....
Faqeer: Bohot Khoob,
Matlab Mery Paison Sy Ayashian.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
L () \/ E
Is A Pathway Of Many
Colors N Dead Ends.
But When
The Right Path Is
Chosen,
The Sights Are Amazing. . . ?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Cow Per Bethey Ek Pathan Ko
Traffic-Police Ne Rok Kar Kaha
K Aapka Helmet Nahi Hai?
Chalan Hoga
Pathan: Dhiyaan Se Dekh Neechey Andhay Four Wheel Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ka Dost Banta Usski Mithayi Ki Dukan Per Jata Hai, To Santa Ko Puchhta Hai.
Banta: “Teri Dukan Pe Mitthai Hai Tera Dil Mithayi Khane Ko Nahi Karta?”
Santa: “Karta Toh Buhut Hai Yaar, Par Papa Marenge Isliye Jo Jo Pasand Hoti Hai, Unhe Khali Chaat-Chaat Kar Wapas Rakh Deta Hoon“
by Pak101.com (few years ago!)
1 sardar rail ki patri per so gaya .
1 aadmi ne kaha kya kar rahe ho? Train aayegi to
mar jaoge!
Sardar: Mere uper se hawai jahaaz guzar gaya to
kuch nahi hua, train kya cheez hai?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Miss: Aaj tum late kion aye ho? School 7 baje shuru hota hay, itni dair kion ki?
.
Kid: Miss ap mairi itni fikar mat kia karain, log shak karty hain
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar:
Tum Shadi Shuda Ho?
Pathan:
Han, Humara Aurat Say Shadi Hua Ha
Sardar:
Bewakuf, To Kia Mard Se B Shadi Hoti Ha
Pathan:
Han Humara Bahen Ka Hua Ha.
by Pak101.com (few years ago!)