Patient: Doctor ap ko yakeen hai
Patient: Doctor ap ko yakeen hai k mujhay Namoonia (pneumonia) hai, kyun k pichlay dino aik doctor meri friend ka Namoonia ka ilaaj karta raha aur woh Typhoid say mar gayi.
Munna: Haan ray meray ko akha yaqeen hai, tu namoonia say hi maray ga.
by Mohammad Ali (few years ago!) / 872 views
Similar Jokes
2 habshi aur aik pakistani ja rhy thy.un ko pari mili.us ny kaha mein t0m sub ki aik aik wish p0ri karo gi.
Pahla habshi..mjy g0ra kar do.pari ny usy g0ra kar diya
D0sara habshi..mjy bi g0ra kar do.pari ny usy bi g0ra kar diya.
Pakistani khara hans raha tha.pari ny us sy kaha..hanso mut.apni wish btao.
Pakistani..in dono ko phir kala kar do....
hahahahahaha.
Geo Pakistani .
by @irha@ (few years ago!)
Santa ne Banta se kaha,”Sabse bada challenge kya hai?”
Banta replied – Answer sheet ko khaali chod do aur last me likh dena, paas karke dikha.
by Pak101.com (few years ago!)
Elaan-e-Aam
Apni Zakaat, Khairaat, Sadqat,
Aur qurbani ki khaalen, WAPDA ko dijiye.
Is se aapki Aakhirat aur Dunya roshan ho jayegi.Fu
by Pak101.com (few years ago!)
Dost Pathan Say: APRIL FOOL Manaya? Pathan:
Haan Dost: Kis K Sath?
Pathan: Biwi K Sath, Hum Ne 3 Bar Talaq Dia Jab
Wo Pareshan Hui To Hum Bola “APRIL FOOL”;)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Patient: Aapne 2-2 thermometer kyun rakhe hain?
Doctor: Ek muh mein lagane ke liye or dusra jheb mein
Patient: Mein aap ka matlab nahi samjha
Doctor: Matlan yeh hai ki ek thermometer muh mein lagane se mujhe pata chalta hai ki aap ka sharir kitna garam hai aur dusra jheb mein lagane se pta chalega ki aapki jheb kitni garam hai
by Pak101.com (few years ago!)
At the scene of an accident a man was crying:
O God! I have lost my hand , oh!
Santa: Control yourself. Don’t cry. See that man.
He has lost his head. Is he crying?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
2 Choohay Darakht Pe Bethay The
Neechay Se Aik Hathi Guzra
Aik Chooha Hathi Pe Ja Gira
Dosra Chooha Bola
Daba De Salay Ko
Me Bhi Aa Raha Hon…
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu:choohe marne wali dawai to dena.
Dokandar:ghar le k jani hai
pappu:aur kia choohe pakar kar yahan le aaon
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan Ka Challange
Pathan ny challange kiya k
Woh minar-e-pakistan ko apne sar par utha kar peshawar ja sakta hai.
Hazaron log ikthay ho gaye...
Pathan bola: bus isey utha kar mere sar par rakho tum...!!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Andheri raat thi
Wo meray saath thi
Mai uss kai upper tha
Wo mere neechay thi
Tauba tuaba……
Aray logon kya samjhe aap
Wo meri cycle thi…
by Abdul Hannan (few years ago!)