Pathan
Height of common sense
Techer:Jab Bijli Chamkti Hai
To HmKo Roshni Pehle or
Awaz Bad Mein Q Aati Hai?
Pathan:q K Hamari Ankhen Agey Hen or Kaan Peeche hen;-)
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 842 views
Similar Jokes
Ek nursery class ka bacha bola: Miss mai apko kesa lagta hon?
Miss: So Sweet
Bacha apne side ke larky se bola: Daikha mai ne kaha tha na, Line marti hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek newspaper me chhapa ki…
“50% ladkiya bewkoof hoti hai”
.
.
Is baat par ladkiyo ne khub halla machaya..
.
.
Fir next day jab ye chapa k”50%
ladkiya bewkoof nahi hoti”
.
.
Tab jakar ladkiya shant hui
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher: Es mohawary ko estimal karo "mun mai pani aana"
.
Pathan Student: Jaisy hi mai ne Nal ko mun laga ke Nal chalu kia, tu mairy mun mai pani agia
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Papa bete se- Tum shadi kab kroge?
Beta = Mein to shadi Dipawali pr kruga?
Papa = wo kyo?
Beta = kya pata dipawali offer m 1 k sath 1 free mil jaye..
by Pak101.com (few years ago!)
Aik patient Munnabhai k paas aaya, Munna nay us ka chekup kiya aur bola
Munna: Tumharay pass ziyada waqt nahi hai
Patient: Meray pass kitna time hai.
Munna: Dus (10)
Patient: Kya Dus.... Minute..... Ghantay.......... Din......?
Munna: No (9), Aath (8), Saat (7),.......
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek aadmi apne aap me kehta hu ja raha tha ki aisi zindagi se toh maut aachi.
Achanak Yamdoot aa gaya aur bola “Tumhari jaan lene ka hukm hai”
Aadmi : Lo batao, aab insaan mazaak bhi nahi kar sakta hai kya?
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan ne pehli bar aaina daikh kar bol: Esko tu kahin daikha hai
Boht dair sochny ke baad bola:Oye yai tu wahi bagerat hai Jo shadi ka album
mai hamara bewi ke sath betha hai
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Teacher is explaining to the student,
'if you see someone sinking in the water, you should pull his hair to save him from the water. It will be easy for you.'
Student: but sir, if it happens to you, we shouldn’t help you.
Teacher: why?
Student: because you don’t have any hair.
by Pak101.com (few years ago!)
Hitler Says: There Is No Word Like IMPOSSIBLE In My Dictionary
Sardar Says: Ab Bolne Se Kia Faida?
Jab Kharidi Thi Tab Hi Check Karna Tha Na
by Pak101.com (few years ago!)
Pakistani to American: Tum choron k sath kya Salook karte ho?
American: Hum unke sath bohat acha salook karte hain. Un k khany peeney ki her cheez ka khayal rakhte hain.
Pakistani: Bas! ye to kuch bhi nahi, Tum abhi hum se bohat peechay ho.
Hum to choron ko President bana dete hain
by Pak101.com (few years ago!)