shadi ka kharcha
aik bachy ne apny baap se pocha....
"Abu shadi per kitna kharch uthta hai"
baap ne jawab diya:
Maloom nhi beta mai tau abhi tak adayiagi kar rha hon" :D
by WAQAR (few years ago!) / 1031 views
Similar Jokes
Ek ladki match dekhne gayi,
lips par india ke tirange ka rang laga tha,
ek ladka aaya kiss kar gaya or bola
I LOVE MY INDIA :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
BHAKT - Bhagwan Mujhe Wardan Do Ki Main Marne Ke Baad Phir Zinda Ho Sakun
BHAGWAN- Ye Mere Bas Ki Baat Nahi Hai Putr, Ye Toh Sirf Ekta Kapoor Hee Kar Sakti Hai
by Pak101.com (few years ago!)
1 Chor, Police Se Chupta Hua 1 Tuti Qabr Me Lait
Gya.
Qareeb Se Kuch Pathan Guzray
To Unho Ne Socha Ke Shayed Log Mayat Par Matti
Dalna Bhool Gaye. Fatta Fatt Matti Dalna Shuru
Kar Di
Chor Bola: “Bachao Bachao”
Pathan: “Oh Khocha Jaldi Jaldi Matti Daalo Is Par
To Azaab Shuru Ho Gaya Ha..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Happy Puttar day!
Is din hr baap ko apne
Puttar ki yad ati ha.
Is liy mjhe b tumari yad
i Ab ye sms mjhe hi send
kr k abu k sath begerti na
krna,
MIss U beta.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Beti : Me Maa Banne Wali Hu..
Papa : Besaram,Kya Keh Rahi He ?
Beti : Aap Ne Hi To Kaha tha Jab tak Me Kuch Ban Nahi Jati Aap 'ACTIVA' Nahi Dilaoge.
by Pak101.com (few years ago!)
Ma:beti shadi ke liye kon sa date fix kare?
Beti:22 Dec. Ma:Q?
Beti(sharmate huye):Suna
hai us din saal ki sabsi lambi raat hoti hai...
by Pak101.com (few years ago!)
Shadi ki 20th Salgira pr husbnd gehri soch me tha
Wife:Kya soch rahe ho?
Husband: Kya tumhen yad hy k kab tumhare dad ne humen date pr pkra tha 0r Gun Point pr muje kaha tha k ya to meri beti se shadi kro ya 20 sal k Lye Jail jao
Wife smiles: Yes
Husbnd: agr mein sahi faisla krta to Aj Azad ho jata.
by Pak101.com (few years ago!)
Q: Aisi ki taisi kab hoti hai?
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
Ans: Jab loose motion lage hon aur pajame ki gaanth na khule. :-O
by Abdul Hannan (few years ago!)
Koi PYAR Karnay wala Agar DUKH Day
Aur
Aapki Aankho May Aansu Aa Jaye
To
Is Yakeen k Saath
Aansu Saaf karna
k
Ab is Kaminay Ki Bhi Watt Lagani Hai Zaroor
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan: Maa hum bara ho kr pilot bane ga Maa: beta muje kaise pata chalega k ye mere betay ka jahaz ha???… Pathan(bara soch kr): hum guzarate waqt ghar pe bomb phenk dia kare ga
by Mazhar Khan (few years ago!)