Nafsyati mareez
N.mareez:mujhe shadi nai karni mujhe sb aurton se dar lagta hai
docter:shadi kar lo pher sirf 1 se dar lage ga baki sab achi lagen gi
by Sabir shah (few years ago!) / 914 views
Similar Jokes
Aaj ki Achhi Baat:
Apney barey mey kbhi bura mat socho. Q k iska theka tou hmarey rishtedaron ney pehley hi lya hua hey..!!
by Mazhar Khan (few years ago!)
New Teacher: "Anbody Who Thinks He Is Stupid, Stand Up"
Pathan Stoodup.
Teacher: Are You Stupid?
Pathan: Nahi! Aap Akeli Khari Thin. Mujhe Acha Nahi Lag raha Tha.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Agar Kuttey Aur Sardar Mein
English Speaking Ka Muqabla Ho To Kaun Jeetey Gha?
Jeetey Jo Marzi Laikin Yeh Baat To Teh Hai
K Muqabla Mumkin Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ek chor raat mai chori karnay ek ghar mai gaya.
Jb wo ghar mai dakhil hoa to daikha tv lounge mai ek khoubsurat larki baithi biscuit kha rahi thi.
Raat ka andhera or tanhai ka aalam
Chor ki niyat kharab ho gai
Us ne larki ko dhakka mar k nechay giraya
Or Biscuit ka packet le k bhag gaya LU ka candy biscuit subko dewana banaye,.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Aadmi ne 1 Udas Pathan se Pocha: Khan Sahab tum Q Udas ho?
Pathan: Aaj Hum ko N.W.F.P ka Matlab Pata Chal Gaya
Admi: Wo Kya?
Pathan: "No Women For Pathan".
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Rishta discussion now a days:
Larkay Walay: larki ne kya kiya hua hai??
Larki Walay: jee Masha Allah candy crush
kay 110th stage per hai :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa ek black aur ek white shocks pehenkar school aata hai.
Madam : Ghar jao aur moje
badalkar aao.
Santa : Koi fayda nahi, waha bhi ek black aur ek white moja hi rakha hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Jab tum is duniya se jaoge,
Door kahin ek naya janam paoge,
Is baar jo hua bahut bura hua,
Agli baar tum ek lambi pooch
aur chaar taang paoge.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Makhi 1 Ganjay K Sar Pe Jaa Bethi
Dusri Makhi Ne Kaha?
Waah!Kya Ghar Mila Hai Tujhe
Pehli Makhi Boli
Nahi,Abhi To Sirf Plaat Kharida Hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aslam ek raat macher dani say bahir
so raha tha. Maa nay poocha k Aslam
beitay isa q kertay ho?
Aslam:maa gee, macheron ko
bewakoof bana raha hoon. Woh
samjein gay k mein macher dani k
ander hoon, hahaha....
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)