Anokha pyar
Bivi ne husband k gaal pe thapar mar k machar mar dia
Husband guse se: kiun mara
Bivi:me nai chahti mere hote howi koi ap ka khon pye
by Sabir shah (few years ago!) / 1325 views
Similar Jokes
2 Brilliant MindS...!!!
Pathan & Sardar:
Pani Peeny Gaey To GlasS Ulta Para Tha
Sardar:
iSKa To Moo He Band Hy
Pathan:
Neechy Sy Bhi Toota Hua Hy.
by Abdul Hannan (few years ago!)
bhai behen bichadne ka kya hua anjaam ??
Dnt say wah wah Plz feel the pain ... (o_O )
bhai behen bichadne ka kya hua anjam ??
MUNNA bana MBBS aur MUNNI hui badnaam
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pathan Ne Apni Biwi Ko Goli Maar Di, Kyuki Usne Sirf Itna Kaha Tha Ki Main Apni Zindagi "Shaan" Aur "Shoukat" Ke Saath Guzarna Chahti Hu
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 Pakistani Dosray Say:
Yar Kehtay Hain Iss Bar
Jung Computer Say Lari Jai Gi?
2nd: Haan Misile Computer Say Control Hotay Hain Na ?
1st:
Phir To Hum Jung Haar Jain Gay
2nd:Wo Kaisay?
1st: Yar Agr Misile Chalanay Say Pahlay He Bijli Chali Gayi To?
by Pak101.com (few years ago!)
CIRCUIT : Aye Mamu, tereko papad aur jhapad mein pharak pata hai kya? MAMU : Nehin.
CIRCUIT : To kha ke dekh Le, pata chal jayega.
by Pak101.com (few years ago!)
Faqir:10rs dedo chai peyonga Seth:chai to 5 ki
hai.....Faqir: Girl friend ko b pelaonga.....Seth:
Faqiro ne b Grl Friend banalin.....Faqir:nahi saab
Girl Friend na Faqir bana dia ha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Netaji Ne Ek Bacche Ko Bhiksha Maangte Hue Dekha, Netaji Unke Paas gaye Aur Samjhaya, Beta Tumhe School Main Hona Chaiye Tum Yahan Kya Kar rahe Ho.Baccha Bola School Gaya Tha Par Wahan 1 Rs Bhi Bheek nahi Mili.
by Pak101.com (few years ago!)
Semi Final:
PAKISTAN VS NEWZELAND
Newzeland: 330/10
Pakistan: 335/7 49.3 Overs
Congrats
Pakistan has won the match by three wiskets
.
.
.
Peshawar mai aik din pehle match nazar aa gaya....
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Man: Oye tera ek dant neela kida ho gaya?
Sardar: Yaar main ink lagayi hai.
Man: Uh kyon? Sardar: Kyon k aaj kal BLUE TOOTH bahut mashur hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pathan: Khudkushi per taqreer kar raha tha.
Jazbati ho kar kehne laga,
Khudkushi Haram hai,
Zulm hai,
Gunah hai,
Is se behter hai ke insan apne aap ko Goli maar de...
by Abdul Hannan (few years ago!)