Pyaar sab ko chahiye
Pyaar ladko ko bhi chahiye,
aur ladkiyo ko bhi.
.
.
Difference is that
ladkiyo ko Ashiqui 2 movie wala chahiye.
.
.
.
And ladko ko..
.Murder2 wala
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!) / 891 views
Similar Jokes
'wife
tumnay mujay shadi say pahlay kio nahi
bataya k tumhari pehli hi rani naam ki wife hay ?
husmand
maine bataya to tha k mein tume rani ki tarah rakho gaa'
by Abdul Sami (few years ago!)
Ek sardaar jee bus mein jaa rahey hotey hain aur neechey waaley hissey mein bathai huey they.
Upar sey awaaz aai, "Shamshaad!" Sardar ney apna sar bahir nikaala to upar sey ek chamaat para.
Phir thori deir baad ek aur dafa kissi ney chil laya, "Shamshad!" Phir Sardar ney apna sar bahir nikala aur chamaata parra. Baraabar key aadmi ney poocha, kiya tumhaara naam Shamshad hai? Sardar boley, nahin mein ussey bewaqoof bana raha thaa.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa suffering from cold was shivering. His son called a doc.
Doc: What happened?
Son: Bimari da tay pata nahin par baapu saver da VIBRATION mode te lagaya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Pyar howa,
ikrar howa hai
pyar se pher kiun darta hai dil?
Q na darray dil,
pyar say barhta hai sirf mobile aur restaurant ka bill
by Sabir shah (few years ago!)
Friend: Tumko Sharam Nahi Aati Tumhara Baap Tailor hai.
Aur Tmhari Shirt Phati Hui Hai.
Sardar: Sharam to Tumko Bhi Nahi Aati.
Tumhara Baap Dentist Hai or Tumhara Bhai Bina Dant k Paida Hua!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar in Park Sardar park me betha tha.
Friend: Kya kr raha hy?
Sardar: Badla le Raha hoon!
Friend: Kese?
Sardar: Waqt Ne muje barbad kia hy ab ma waqt barbad kr raha hoon
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Bob: Boss, mission par kaise jaaoon, mujhe headek ho raha hai.
Ajeet: Abe head ek ho ya do, kaam to karna hi padegak.!
by Pak101.com (few years ago!)
Mother:Beta dhoop main khade kiya kar rahe ho
Son:Ammi paseena sukha raha hooon
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aunty: Beta Mummy ghar pe hain kya??
Bacha Sprite Peete Hue: Apki SETTING to papa se hai na, Papa Ghar Pe Hi hain.
Sidhi Baat No Bakwas!!
Oops tofaNi baCha thA …..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
President Asif Zardari ny PCB Chairman Ijaz butt Sy Match Fixing Ki Report Talab Karli...,
Or kaha
.
...
.
.
.
.
"Mera Hissa Kahaan Hy"....=P
by Raju (few years ago!)