Faqeer: pehle aap 10 eupe dete the
Faqeer: Pehle Aap 10 Rupe Dete They,
Phir 5, Ab 1 Rupya Kyu?
Aadmi Pehle Mein Kunwara Tha,
Phir Shadi Ki, Ab Bache Hein....
Faqeer: Bohot Khoob,
Matlab Mery Paison Sy Ayashian.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 905 views
Similar Jokes
Teen Dost Gappy Hank Rahy Thy
Ek Kehne Laga Main Itni Garam
Chai Peeta Hoon Ke Hont Jal Jaty Hain
Doosra Kehne Laga Main Is Qadar Garam
Chai Peeta Hoon Ke Aantyn Aur Medah Tak Jal
Uthta Hai..
Teesra Jo Ye Sab Sun Raha Tha Kehne Laga Main
To,
Paani, Doodh, Patti Aur Cheeni Moun Main Daal Ke
Choolhey Pe Baith Jata Hoon...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher Pathan Se: Batao Allama Iqbal Kaha Paida Huye Aur Unhon ne Kahan Taleem Hasil Ki?
.
.
PATHAN: Wo Hospital Main Paida Huye Aur School Main Taleem Hasil Ki.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar ki mangni hoi, usey pata chala k uski mangaiter
ka kisi se koi affair nahi tha, us nay yeh keh ker mangni tor di
k jo kisi aur ki nahi ho saki wo meri kia ho gi
by Pak101.com (few years ago!)
Example Of Chor Ki Daadi Mein Tinka
Pappu Apni Wife Se – Suno ghar ka sara saman chupa do…. Mera ek dost aa raha hai….
Wife – Aisa kyun, Woh chura lenge kya….
Pappu - Arey nahi yaar pehchan lega…
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ka Interview Tha...
Sawal Aya:
English Me Translate Karo...
"Main Nokari K Liye
Bohat Umeed Se Hon."
Pathan:
I Am Pregnent For The Job..!!
by Abdul Hannan (few years ago!)
Aik sahib ne apne naye mulazam se kaha& ja kar bazaar se aalu or gost le aao nokar ne
kaha……janab main is sher main niya hun kahin kho jaon, chunachawoh sahib khud hi bazaar se saman le aye.ghar aa kar unho ne nokar se kaha ke lo ab pakao.is ne jawab diyaise sui gas par pakan nahi aata.in sahib ne khud khana tyar kar liya.phir mulazim ko awaz di aao khana kha lo.who bola”bar bar inkar karna acha nahi lagta .muje sharam aa rehi hay is liye kha leta hun.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wife: Me tumhari yaad me 15 Din me hi aadhi mar gai ho..Mujhe leyne kab aarahe ho..?
Husband: 15 Din Baad..!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Jab Gabbar paida hua to uski maan ne us se 3-4
thappad lagaye
Gabbar’s Father: Kya baat ho gayi?
Mother: Kambakht paida hote hi pooch raha tha
KTNE AADMI THE…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Pathan Ne New Car Li
Aur Drive Pe Nekla Thora Agay Gaya To Toll Plaza Aya Admi Bola Han Khan G!!!
Pathan Bola Full Kar Do:-D
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Admi:Santa aap ka aik dant blue Q hai?
Santa:Yaar main ne ink lagayi hoyi hai,
Admi:Hain! Wo Q ji
Santa: oye khoty "bluetooth" da zamana hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)