Machli khayega
Santa: oye banta machli khayega?
Banta:nahi yaar usme kaante hote hain.
Santa: oye chadd yaar, chappal pahen k kha lena.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1063 views
Similar Jokes
Pathan Pehli Martba Namaz Parhne Gaya
Uska Nam Rahmatullah
Tha
Imam Ne Salam Phera
Asalam o
Alekum Wa
Rahmatullah
Pathan:
Wa Alekum Salam
Molvi Sahib Mehrbani.:
by Abdul Hannan (few years ago!)
Friend: Sardar Ji Tum ne apni Bewi ko talaq kion de di?
.
Sardar: Yar asal mai uska character boht kharab tha.
Shadi mujh se ki thi owr bachay Bagwaan se mang rahi thi
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Jab piYar or JanG Me Sub Kuch JaayZ Hy,
_
_
To PiYar Me HoNe Wala BaCHa NajaaZ Kyun Hy.:-D
_
ReplY MasT;-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Bania’s son: Daddy meri door ki nazar kharab hai SPECKS banwa do.
Kanjoos Bania took him outside & said: Woh dekh kya hai?
Son: Suraj
Kanjoos Bania: Abbe ullu ke patthe, aur kitni dur tak dekhna chahe hai tu.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: bhagwan ka shukar hai ki India 14th August
ko aazad nahi hua..
Banta: Kyun??
Santa: Are yaar, Phir hum 15th August kaise
manaate ?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife: kaash main newspaper hoti dinbhar tumhare
hathon me rehti
Hus: meri bhi yahi dua hai rab se issi bahane her din
nayi nayi to milti
by Pak101.com (few years ago!)
5 reasons why you are my friend….
1.
2.
3.
4.
5.
No Reason Found!
I was just drunk
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Nurse : Mubarak ho aap ke ghar ladka paida hua
hai.
Santa : Wah g wah kya technology hai, Biwi meri
hospital hai,
aur bacha mere ghar paida hua hai!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Grls ki ek smile boys ko confuse krdeti hai,
Sala pura din smj nhi ata k,
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Hans k dekh rhi hai,
Ya
Dekh k hans rhi hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sardar: Yar Mere Bal Boht Gir Rahe Hain
Frnd:Wo Kyun?
Sardar: Fikr Se?
Frnd: Konsi Fikr Hai Tume?
Sardar: Bal Girne Ki Fikr Se
by Pak101.com (few years ago!)