Ak Mareez Ne Doctor Se Kaha
Ak Mareez Ne Doctor Se Kaha,
Main Ek Month Se 50Rs. Ki Rozana Dawa Kha Raha Hoon
Lekin Mujhe Koi Fayda Nazar Nahi Aa Raha,
Doctor: Acha To Main Apko Kal Se 40 RS. KI
Dawai Dun Ga,
Jis Se Apko Roz Ka 10RS. Ka Fayda Nazar Aye Ga.
by Prince Aurangzeb Tunio (few years ago!) / 854 views
Similar Jokes
Sometimes wen i cry no 1 c my tears, wen i m woried no 1 c my pain, wen i m happy no 1 c my smile lekin… sala. 1 ladki k saath ghoomay to sab dekh lete hai..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa Aur Ek Pathan Padosi Thhe, Ek Din Santa
Pathan Ke Ghar Gaya Aur Us Se Pucha.
Santa: “Batao Aisa Kya Karen Ke, Saanp Bhi Mar
Jaye Aur Laathi Bhi Na Tootay?”
Pathan Huste Hue: “Very Simple, Jootay Se Maar
Do Saale Ko.“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Beta: Kya is Baar Papa Election Main Kharre Ho Rahe Hain?
Maa: Wo Mere Saamne To Khade Ho Nahi Sakte.
Election Mai Kya Kharre Honge?
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aalsi se uske dost ne kaha:-suna hai tum faoj main bharti hone ja rahe ho.
Aalsi Dost:-are nahin,mujhe to ye bhi nahin pata ki badook ka muh kidhar karna hai?
Pehla dost:-koi baat nahin, kahin bhi rakhoge, desh ka bhala hi hoga.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Nurse ka Mangaitar usay bari hasrat se:
“Jaanu kash mujhe koi haadsa paish aata to main tumhare ward main admit hota, Tum meri khidmat karti aur main jaldi theek ho jata”,
Nurse: Jaan tumhe mere paas koi hadsa nahi balkay moujza hi la sakta hai, kyon k main DELIVERY ward main hoti hoon
by Pak101.com (few years ago!)
Shohar: tmhari ami ki Mazak ki adat khatam nhi huwi na??
Biwi: q kia keh diya ami ne??/
.
.
.
Shohar: aaj mujh se pochtein rhe thei k mere bêti se shadi kar k khush tau ho na???
:D
:D
by WAQAR (few years ago!)
Chunti aur Hathi ki love marriage hui, dusre din hathi mar gaya.
Chunti boli: Wa ray mohabbat.! eik din ka pyar hua, ab sari zindagi qabar khodne mein guzre gi.
by Abdul Sami (few years ago!)
Wife:ajji Sunta ho!
Ghr ma Namak Khatam ho Gaya ha,
Daal ma Kya dalu?
.
.
Husband:Dimag to hai hi nahi,
Naya Colgate Active salt daal day,
usmay Namak ha.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Father Ne Apni Beti Ko Kamre Mein Bulaya Aur Puchha
Father: “Beti Pehle Tum Muje Papa Kehti Thi, Ab Tum Muje Dad Kyu Kehti Ho?”
Beti: “Come On Dad, Papa Kehne Se Lipstick Kharab Ho Jati Hai, Samjha Karo Na“
by Pak101.com (few years ago!)
1 Kanjoos 14th floor se neeche gira
Girte waqt usne apni ghar ki khirki me apni wife ko roti pakate hue dekha, to chilla k bola
MERI ROTI NAHI PAKANA!
by Pak101.com (few years ago!)