1Truck ke Pichhe Kya Gajab Line Likhi thi..
1Truck ke Pichhe Kya Gajab Line Likhi thi..
HORN dhire se Bajaye,.
'HAMARA pakisatan'
So-Raha Hai..
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 799 views
Similar Jokes
Aik bv apne shohar ki bahut farmanbardar thi.
Nechee kia dekh rahe ho joke to upar khatam ho gaya bv aur farmanbardar.
by Sabir shah (few years ago!)
Kutta punch Q hilata hai ? . . . nahi pata Ans :- Qki punch me itni takat nahi hoti K wo kute ko hila sake. ha ha ha...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Husbend: Gaana Ga RaHa Tha Main Dunya Hila Dun Ga TEri Chahat Main,
_
Bv: Rahne Do Raat Ko Bed To Hila Ni Patey,
Dunya Kya Khak Hilaogy
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa soote waqt
Do glass rakhte hai,
Ek mein paani sur ek
Khaali why?
Socho?
Kyunki pyas lag bhi sakti
Hai aur nahi bhi.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Baap : Sharab, Cigarette, Ladkiyan
Ye Sab Tumhari Jaan k Dushman
Hain..
.
.
Beta : Jo Shakhs Apne Dushmano
Se Dur Bhaage
.
Wo Mard Nahi Hota papa...
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher : Qaatil kisy kehty hen?
Pathan : Mujhy nahi pata.
Teacher : For example Tumne apne baap ko qatal
ker diya, to tum kiya huye?
Pathan : Yateeem.....:-p
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Taxi mai bethe huye Passenger ne driver se kaha: Mujhe Taxi mai bethne par Eik he bat ki fikar hoti hai woh hain Brakes..
Driver: Apko ghabrane ki zroorat nahi, is mai brakes hain hi nahi..
by Pak101.com (few years ago!)
Tumhe Kal
Subah 5 Baje
Phansi Di Jayegi
Sardar: Ha Ha Ha!
Police:
Kyo Hass Rahe Ho?
Sardar:
Mein To Subah 9 Baje Utthta Hu!
by Pak101.com (few years ago!)
Studnt:
mis jb ap ko pata chal jata hoga
to bari sharmindagi hoti hogi na
by inayat khan (few years ago!)
Atif : “yar farhan! Mein ne suna hai keh mosiqi ke asraat se pani kholta hai.”
Farhan: “ yeh to sach hi hoga kiun keh jab tum gana gate ho to aksar mera khoon kholta uthta hai.”
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)