Santa ki 10 betiya thi
Santa ki 10 betiya thi phir ja
kar uske ghar ek beta hua.
Santa ne uska naam kya rakha hoga?
MUSHKIL SINGH. !
by Pak101.com (few years ago!) / 1005 views
Similar Jokes
Math Teacher to Boy-
Jayda Awaaz Mat kr
Warna 2 Bar Diffrentiate krke 1 bar Integrate kr dunga
Boy- Sir Maine b "e" Ki Power x hu Jo karna kar lo
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Apny Bety k liye
Rishta leny gaya
.
.
.
.
.
Larki Walay : Abhi to hamari Beti
Parh rahi hai.
.
.
Pathan : Chalo hum
1 Ghanty k baad aaye ga...:-p
by @irha@ (few years ago!)
Paki Boy to Paki Girl: Chand raat ko nikalta hota
hai, aaj din mein kaise nikla ?
PAKI GIRL: Ullu raat ko bolta hai, aaj din mein
kaise bol raha hai?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Wo Kon C Cheez Hay
Jo Insan Ke Izzat Ko Mazbooti
Say Jakray Rakhti Hay?
Sardar Je:
MISS “NARRA”
by Pak101.com (few years ago!)
Film Director: Tum ko 200 feet ki height se
swimming pool me jump lagana hai.
Film Actor: Par mere ko tairna nahi aata, mein
doob jaunga.
Film Director: Chinta Mat Karo, pool me paani nahi
hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Batao Saal Me Kitne Mausam Hote Hain?
Student: Sir 4 Mausam.
Teacher: Kaun Kaun Se?
Student: Hartaal, Election, Imtehanaat, Hungame.;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Saas: Khuda ne tumhe do aankhe di hai, Chawal se patthar nahi nikal sakti kya?
Bahu: Khuda ne tumhe battis daant diye hai do char 2-4 patthar nahi chabba sakti kya!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Girl Campus Main Funny Jokes Biology k Sir: Boys can u tell me exactly where is ur heart? All boys shouted loudly : In “GIRLZ CAMPUS” Sir smiled & said: Mera v ..:)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek acha dost hospital me phool dekar khta hai.
Get well soon.
:.
.
.
:
Par ek sacha dost khta hai.
"jani nurse bahut beutiful hai dhire-dhire thik hona roz aata rahunga :P
by Daniyal Ali (few years ago!)
A-0-A.
1 gd news he!!!!
is mahiny ki 29 ko mri mehdi he,,
or 30 ko shadi he,
or 31 ko valima he!!
u r invited!!!
plz zrur ana!!!
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)