Pathan ki b.v
Pathan:parso meri bivi kunwe me gir gai bahot chot lagi chila rahi thi
friend :ab kaisi hai?
Pathan :ab theak hai kal se kunwe se awaz nai aai.
by Sabir shah (few years ago!) / 811 views
Similar Jokes
Larkay wale:
Aap ki beti kuch karti hai?
Larki ki amma.
Haan jii
MASHAALLAH
Rozana 3 rupee mai 500 sms krti hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wo kehti hai k Bhool jao Mujhe....!
Mei usey kaisey smjhaun k mene Ratta nhi Lagaya,, Mere Concepts clear hain
by Mazhar Khan (few years ago!)
Anti Misba-
Beta choori krna buri baat hy
Choori ka phal hamesha karva
Hota hy
Bubbli-
Lekin ami jan mera AMROOD
To metha tha
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek acha dost hospital me phool dekar khta hai.
Get well soon.
:.
.
.
:
Par ek sacha dost khta hai.
"jani nurse bahut beutiful hai dhire-dhire thik hona roz aata rahunga :P
by Daniyal Ali (few years ago!)
Pathan Ka Bacha.,, Abu Ham Ko Baja Dilao..
Pathan: Nahe Khocha Tum Sab Ko Tang Kare Ga…
Bacha: Nhi Abo Khuda Ka Kasam
Jab Sub Sojaye Ga Hum Tab Bajaye Ga.
by Pak101.com (few years ago!)
Afridi lala tension na lu
me again ye record bana dun ga
ap ka apna misbah
by Sabir shah (few years ago!)
Aik Pathan Malaria se Kaanp raha tha:
.
.
Doctor: Aaya or Pucha kia huwa hai?
.
.
Uske bete ne kaha: Bemaari ka to pata nahi!
Par Abba subha se "Vibration" pe lage huye hain
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek bar ek ladka samosa ke bich ke aalu ko kha raha tha aur bahar ke hisse ko phek raha tha.
Dushra dost usse poochta hai ke tum samose ke sirf aalu ko kyun kha rahe hoo?
Pehla: Doctor ne mujhe bahar ke chejo ko khane se mana kiya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
o Pappi De Us Ki Pappi Lelo Or
Jo Pappi Na De Us Ki Zabardasti Lelo….
.
.
.
.
Wazir-E-Pappi
Veena Malik..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Modern Heer – Mein tumhare ishq me barbaad ho gai,
lut gayi, meri duniya rushwa ho gayi…
Modern Ranjha – To karmjali, mein kaun sa bank
managar ban gaya ;)
by Pak101.com (few years ago!)