Mein bi aqal mand hun
Wife:aj me towel me thi aur room me achanak susar g aa gae,
husband:pher tum ne kia kya?
Wife:towel ko khol k sar pe le liya itni aqal mujh me bi hai.
by Sabir shah (few years ago!) / 752 views
Similar Jokes
Santa:Yaar raat Me Suraj kaha chala Jata he??
Banta:Suraj kahi nahi jata he
Sirf andhere ki
Wajah se hum use
Dekh nahi paate...
by Pak101.com (few years ago!)
A serious thought
umar ki raah mein jazbaat badal jaate hai
Waqt ki aandhi mein halaat badal jaate hai
Sochta hoon kaam kar kar ke record tod du
Lekin kambakht salary dekte hi khayaal badal jaate hai
by Numan Malik (few years ago!)
Wife: Munna ab chalne laga hai.
Husband: Kab se?
Wife: 8 din se.
Husband: Are tum ab bata rahe ho, wo kaafi dur nikal chuka hoga...
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: "A beautiful girl is walking on the road." Isko Sindhi mein translet karo..
Boy: Hatitt.. Wah jee chhori aa..
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Yar muje Major Rohail ne social work krne Pr bohat mara.
Batna: Social Work?
Santa: Han, me ne qabristan k gate pr Welcome ka board lagaya tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Dafa Aik Sardar Boht Serious Tha Bas Yaar Iss Sey Bara Jhoot
Mujh Sey Nahee Bola Jata
by Pak101.com (few years ago!)
Government is like a baby.
An alimentary canal with
a big appetite at one end
and no sense of responsibility at the other.
by lescol (few years ago!)
Gabbar: Kitne admi they?
Sambha: Sardar 2
Gabbar: Mujhe ginti nahin aati, 2 kitne hote hain?
Samba: Sardar 2, 1 ke baad aata hai
Gabbar: Aur 2 se pehle?
Samba: 2 se pehle 1 aata hai.
Gabbar: To beech mein kaun ata hai?
Samba: Beech mein koi nahi aata
Gabbar:: To phir dono ek saath kyun nahin aate?
Samba: 1 k baad hi 2 aa sakta hai, kyun ki 2, 1 se
bada hai.
Gabar: 2, 1 se kitna bada hai?
Samba: 2, 1 se 1 bada hai.
Gabbar: Agar 2, 1 se 1 bada hai to 1, 1 se kitna
bada hai?
Samnba: Sardar maine aapka namak khaya hai,
mujhe goli maar do
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan 2 shopkeeper: Bhai sahb 1 rupia ka Easy Load kardo
.
Shopkeeper: 1 rupey ke load se kesi ko call karni hai ya msg?
.
Pathan: Karna tu kuch bhi nahi,
Bus aisy hi paisy urany ki adat hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
No Balance Pls Call Me Urgent
Plz Plz
Is Sms Ko Apny Doston Ko Byjo
Or Dekho Kitny Bywkoof Isy Pura Nai Parhty
by Mazhar Khan (few years ago!)