Mohabbat Main Dolat
Mohabbat Main Dolat Ki Koi Ehmiyat Nahi
Phir,
Har Larki K Khawab Main Shehzada Kio Hota Ha?
Kabhi Suna K Meray Sapno Ka Conductor,
Mujhay Lenay Aaye Ga? :/
by Mazhar Khan (few years ago!) / 883 views
Similar Jokes
Doctor to Pathan Ap ko kelay ka chilka nazar ni aya jo ap phisal gae?
Pathan: Hum paon rakh k dekh raha tha k chilkey me kela to nhi ha:-|:-
by Mohammad Ali (few years ago!)
Sardar murgi ku garam pani pila raha tha
phatan :ye kis lye
sardar is se ye uble huwe ande de gi
by Sabir shah (few years ago!)
Sunehri BaT
Insan Apni Khubsurti, Kpron Or Taleem Se Nhi Pehchna Jata
Balky Wo Agr Ksi Chiz Se Pehchana Jata Hy To Wo Hy Sirf Or Sirf Uska
Shanakhti Card.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Husband to Wife: Tum meri zindagi ho, or __
WIFE: or KYA? Batao na or kya?
Wife shouted tell me or kya?
Husband: or laanat hai aisi zindagi pay.....!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ladke wale Ladki k ghar aaye Or Pucha...
'Ladki kuch karti bhi hai...??'
Ladki ki Maa - Han Ji...
11 Rupes Main Pure 1100 SMS Krti hai wo bhi 7 din me..
by Pak101.com (few years ago!)
1 admi ka gala kharab tha woh raat 3 baje Dr. ke ghar gaya. Dard ke waja se bahut ahista se pucha Dr. hain?
Uski biwi usse bhi aahista se boli Nahi hai aajao.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher: Tum Late Kyun Aye Ho..?
Student: Ami Abu Lar Rahe They Is Liye
Teacher:Wo Lar Rahe They Tu Tum Kyun Late Aye..?
Student: Mera Ak Joota Ami Ke Pas tha or Ak Abu Ke Pas..
by Prince Aurangzeb Tunio (few years ago!)
Once a Pathan was Asked:
"Khan Sahab! Aap ka Favorite Song kon sa Hai?"..
Khan Sahab Replied:...."Larki Kyon Najanay Kyon, Larkon Si Nahi Hoti."
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Ne Ek Makkhi Pakdi Or Uske Pankh Todkar Bola.
Santa: “Udd Jaa Furrrrrrrr!”
Makkhi Nahi Udi…
Fir Bola.
Santa: “Ja Udd Ja Aur Baag Ja”
Makkhi Fir Nahi Udi…
Santa Sochte Hue: “Hmmm, Isse Prove Hua Ki, Agar Makhi Ke Pankh Tod Do To Wo Behri Ho Jati Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Chor Chori Karke Pakda Gaya. Chor Ko Police Station Le Jakar Puchha Gaya.
Police Inspector: “Tum Ek Hi Dukan Mein Teen Baar Chori Karne Kyon Gaye?”
Chor: “Sir, Chori To Maine
Pehali Baar Mein Hi Apni Patni Ke Liye Ek Dress Churakar Kar Li Thi, Baki Do Baar To Mujhe Sirf Use Badalne Ke Liye Jana Pada“
by Pak101.com (few years ago!)