Pathan
Joota chupai ki rasm K waqt dulhay ki ek sali ne kaha men to 1100 lungi,
2nd sali boli men to 2100 lungi,
peeche se ek PATHAN bola 2310 mango,
us mai FM B hy...
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 922 views
Similar Jokes
Basanti: Bhaag Dhanno bhag, aaj teri Basanti ki izzat ka sawal hai. Dhanno: Tujhe apni padi hai. Meri soch jiske peeche Gabbar ke 10 ghode pade hain
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 ANGRAIZ K Ghr 9 Larkiya Paida Hui
Usne News Paper Men Add Diya
Larka Peda Krne Ka Tareeqa Batao.
Bangal Se Letter Aya BV
Ko Fish Khilao
SRI LANKA Se Letter Aya Milk Cake Do
PAKISTAN Se Letter Aya Lassi Do
Aur INDIA Se Letter Aya:
1 Moka Hamein Do
by Pak101.com (few years ago!)
Shohar bivi se: aaj keya pakaya hai?,
bv: zeher,
shuhar: acha phir tum kha kar so jao, main der se aaon ga
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Girl: Suna hai is ghar mein
bhoot-pret rehte hain?
Santa: pata ni,
main to 7 saal pehle hi mar gaya tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Aadmi Doosray Se:
Bhai Ye Khushi Aur Sakoon
Kya Hota Hai ?
Doosra Aadmi:
Pata Nahi Bhai Meri To Pedaaish Hi
Pakistan Ki Hai…;-)
by Pak101.com (few years ago!)
A sardar for an exam had studied only one essay 'FRIEND', but in the
exam the essay which came was 'FATHER' .
He replaced friend with father in the essay and it read:
I AM A VERY FATHERLY PERSON, I HAVE LOTS OF FATHERS,
SOME OF MY FATHERS ARE MALE AND SOME ARE FEMALE..
MY TRUE FATHER IS MY NEIGHBOR.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek servey se pata chala hai k
Pakistan mein sab se ziada istemal honey wali cheez
.
.
.
.
Bareek pin wala charger hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar teacher tha.
Exam k liye Questn Paper banaya..
Paper dekhte hi sare bachhe behosh ho gaye..
1. China kis Desh me hai?
2. 15 Aug kis Date ko Aata he?
by Pak101.com (few years ago!)
Miss:Tum Late kiyon Aaye,
school 8 baje shuru Hota Hai.
Phir dair kiyon ki?
Student:Miss aap meri itni Fikar
mat kiya karo Dost SHAK karte hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Jeet K B Haar Gaya Mai Pyar Ki Baazi Yaaro
Main Uska DEVDAS Tha Wo thi Meri PAARO
Wo Guzar Gai Pas Se Nazar B Na Milai
Q K I was on Cycle & She was in PIJARO. :-)
by Mazhar Khan (few years ago!)