i love u
larki: ilove u
Larka : larki k sar per dupata de kr haath pakarta h or khta h behna 5 waqt ki namaz perha kro pyar mn kuch nahin rkha
larke k jane k bad larki apne hath mn pakri parchi kholti h to likha hota h
aqal ki aandhi marwae gi kya piche meri b.w thi phone per baat krte hn :p
by @irha@ (few years ago!) / 2336 views
Similar Jokes
Pathan Baap
Wife: Aap bohut mote ho gaye ho,
Pathan: Tum bhi to kitni moti ho gai ho,
Wife: Mein to maa banne wali hun,
Pathan: Mai bhi to baap banne wala hu…
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Dukandar ek aurat ko kapre dikha dikha k thak gaya
.
.
.
akhir bola, mujhe afsos hai apko koi kapra pasand nahi aaya
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aurat: Koi baat nahi mai to wese bhi sabzi lene aayi thi :P:P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher: 4+3=7 aur 5+4=9, ab tum bataao 45+5 kitna hua?
Student: Kya sir? aasaan sawaalo ka jaavaab aap de diye aur mushkil savaal mujhse kar rahe ho
by Pak101.com (few years ago!)
Kia mujh se koi khata ho gai hai
pore aik maheene se mujhe ignore kar rahe hu
plz aik baar to naha lo
by dove
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan Apni Girlfriend Se :
Mere Dil Main Ek Bat Hai.
Girl:
Keh Do.
...
Pathan:
Ni Mjhy Sharam Aati Hai.
Girl:
Kaho Na !
Pathan:
Tumhre Pas Naswar Hai ...
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ne English Speaking me admission liya or us se Kaha gya k Koi acha Eng Sentence Bolo
Snta:Josh me Bola
I shall Never Die b4 My death...
by Pak101.com (few years ago!)
A man in Hell asked Devil:
Can I make a call to my Wife?
After making call he asked how much to pay.
Devil : Nothing, Hell to hell is Free.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Hspitl k emrgncy ward mein hr Itwar sbha 11 bjay bed no15 pe jo bhi mariz hota wo mar jta:-O
jb mustqil esa hua to us jaga ko asib zda qarar dy diya gya:-/
yh pta lganay k lya k yhan aisa kiun ho raha hy,Itwar subha 11 se kuch dair phly 1 mariz ko bed no15 pr laya gya%-)
Hspitl ka pora amla or kuch molana bhi wahan mojod thy.
11 bajay hi emrgncy ward ka darwaza khula or 1 safai wala pathan andar aya or atay hi bed no 15 k Oxygen mchine ka plug nikal k apna moble chargng py lga dia:-D
by lescol (few years ago!)
Santa Samundar Mein Dahi Daal Raha Tha.
Banta: “Santa, Ye Tu Kya Kar Raha Hai?”
Santa: “Lassi Bana Raha Hoon”
Banta Gusse Se: “Isliye Log Ham Pe Joke Marte Hai, Itni Lassi Tera Baap Piyega“
by Pak101.com (few years ago!)
SANTA ka school me 7th class me new admision huwa.
Teacher-Batao Sachin Tendulkar kon hai ?
SANTA-Humko kya pata mai To school me naya hun
by Pak101.com (few years ago!)