Exames
Wats d height of hope??
It is: sittin in d exam hall,
holdin d question paper in hand
n tellin ur self
"dude,dnt worry.
Exams wil get postponed!"
by @irha@ (few years ago!) / 903 views
Similar Jokes
1 Pathan Cinema mai Film dekh raha tha.
.
Film mai 1 Shair dowarty howe araha tha.
.
Pathan ne dekha tu dar gia, owr apni chadir kandhy pa dal kar bhaagny laga
Logo ne kaha: Khan Sahib mat daro, yai tu film hai
.
Pathan: Wo tu mujh ko bhi pata hai ke yai film hai, lekin wo tu janwar hai, usko kia pata
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy 1: Larkion ko "I love you" bolny ki sab se achi jagah konsi hai?
Boy 2: Daata Darbar
Boy 1: Kion ??
.
Boy 2: Kionky wahan larkiyon ne chapal nahi pehni hoti
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Aik aadmi ko buhat pias lagi huyi thi. Woh aik sharbat walay kay pas gia aur kaha mujhay aik glass sharbat do. Phir kaha meri larayi honay wali hai.
Sharbat walay nay dheyan nahi dia aur sharbat ka glass pesh kia.
Woh aadmi sharbat pi kar bola. Mujhay aik glass sharbat aur do meri larayi honay wali hai.
Sharbat walay nay suna magar kuch kaha nahi. Phir is nay kaha.
Sharbat walay nay tisra glass bhi dia aur jab is nay sharbat pi lia to is nay pucha aap ki kis say larayi honay wali hai.
Is aadmi nay kaha. Tum say kiun keh meray pas denay kay liye sharbat kay paisay nahi hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ladka bola ……. Dilruba
Ladki boli ……. Pizza khila
Ladka bola ……. Paise nahi
Ladki boli ……. Aise nahi
Ladka bola ……. Mahngai hai
Ladki boli ……. Aaj se tu mera bhai hai.
by Abdul Sami (few years ago!)
Aslam ek raat macher dani say bahir
so raha tha. Maa nay poocha k Aslam
beitay isa q kertay ho?
Aslam:maa gee, macheron ko
bewakoof bana raha hoon. Woh
samjein gay k mein macher dani k
ander hoon, hahaha....
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Dhol dhamakay ki awaz sun kar Ali bahar nikla to dekha k kuch Pathan khushi se Bhangra daal rahay hain.
Ali: Khan g kia hua.Pathan: Hamara bhai mar gia hy
Ali:To is me khushi ki kia baat hy
Pathan: Log kehtay hain k Pathano ka Dimagh nahi hota jab k hamara Bhai Dimagh k Cancer se mara hy!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pathan bhari Bus mai ek Larki se Touch ho raha
tha
Larki: Excuse me Aap Acha nahi kar rahy..
Pathan: Itny Rush me is se acha nahi ho sakta……
by Tanveer Hussain (few years ago!)
pathan ki girlfriend ne usko message kiya “i miss u”
.
bohut dair sochny k baad pathan nay jawaab diya:
“i student u”
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pathan wins 20 Crore from Rs.20 lottery ticket..
Dealer gave 16 Crore after deducting tax..
Angry Pathan: Hum ko poora 20 Crore deo ya mera 20 Rs wapis karo!
by Abdul Hannan (few years ago!)
Gayon mein aik shakhs ka inteqaal ho gia aik saheb tazyat kay liye in kay betay kay pas gaye aur poocha marhoom ko kia bimari thi.
Betay nay jawab mein kaha burhapa khood aik bimari hai.
Woh saheb bolay: Waqai hamaray mohallay mein bhi teen char bachay isi bimari mein maray hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)