Lamba safar
Dost :tum har station pe utar k agle station ka ticket kiun lete ho?
Pathan:docter ne lamba safar karne se manh kia hai
by Sabir shah (few years ago!) / 953 views
Similar Jokes
doke dukhi pjjjjjjjjjjjjjjjjjj...................
Santa ka jab antim samay aaya or aakhiri waqt uske beto ne pocha:
aap bataye k aapko hum jalaye ya dafnaye?
Santa:mujhse mat pocho surprise dena..
by Pak101.com (few years ago!)
Watch aur Wife me kya farak hota hai?
Funny Laloo: Watch bigadti hai to bandh ho jati hai. Wifei bigadati hai to shuru ho jati hai.
by Pak101.com (few years ago!)
teacher : said translate into english wo meri nawasi hai
student:itna asaan itna asaan
she is my 89
by WAQAR (few years ago!)
Patient: Mujhe beemari hai.
Na khaaon to Bhook lagti hai.
Na Soun oto Neend aati hai.
Aur ziyada kam kar loon to thak jata hoon.
Doctor: Saari raat dhoop mein baitho theek ho jao gay.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik shakhs hanpta hua railway incharj kay pas aaya aur kehnay laga.
Janab! Aanay wali rail foran rok di jaye. Rastay mein is kay ulatnay ka khatrah hai.
Chunancha khatray kay pesh nazar rail kehin door rokwa di gayi aur railway kay officer is aadmi kay sath khatray wali jagah ka muaina karnay chalay gaye. Is shakhs nay railway line par paray kelay kay chilkay ki taraf ishara kartay huye kaha: Janab! Rail ko is chilkay say phisal kar ulatnay ka khatra tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Pehalwan Tha
Uski Aik Taang Neeli Ho Gai
To Hakeem Nay Kaha Taang Kaatni Paray Gi,
Zehar Phail Gaya Ha.
Thoray Dino Baad Dosri B Neeli Ho Gai
To Hakeem Nay Kaha K
Dosri B Kaatni Paray Gi,
Zehar Kafi Phail Gaya Hai
Plastic Ki Tangain Laga De Gaen.
Thoray Din Baad Plastic Ki Taangain
B Neeli Ho Gain To Hakeem Nay Kaha
Tumhari Bemari Samajh Aa Gai Ha,
Tumhari Dhoti Ka Rang Utarta Ha.
Baaqi Sab Theek Ha
by Pak101.com (few years ago!)
A Memon Called A Newspaper Office And Asked:
Mera Baap Mar Gaya Hai, Kya Charges Hongay?
Newspaper: Rs.50 Per Word.
Memon: Oh Bohat Ziyada Hain,
Acha Likho “Ghafoor Bhai Died”.
Newspaper: Sir! It Should Be Minimum 6 Words!
Memon: Oh Ho! Jara Sochnay Do….. Acha Likho……
Ghafoor Bhai Died – Suzuki For Sale .
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sahab dosray sahab se: Bhai ye khushiyan kiya hoti hen?
Dosray sahab: Pata nahi bhai, meri to kum umar me hi shadi ho gaii thi.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa talks to a saint: My wife troubles me a lot. Tell me some way.
Funny saint: Had there been any way, I wouldn't have become a saint.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:kal mebathrom vich gya te uthy saap betha C
Srdarni:hy o raba fir tusi ki kita?
Srdar:kuj nai me saap nu kya” tusi karlo mera te vich e nikal gya ae.
by hearthackervsgirls (few years ago!)