Latest Laughing Buddha
Santa k Ghar NAVJOT SINGH SIDDHU ki Tasvir Lagi hui Thi.
Banta: Ye Kyon Laga Rakhi Hai?
Santa: LAUGHING BUDDHA Lene Gaya Tha.
Dukandar ne Kaha Ye LATEST Hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!) / 1262 views
Similar Jokes
Ik Haryanvi ne bank se car loan liya. Voh loan vapis nahi kar paya. Bank vale uss ki car le gaye.
Funny Haryanvi: Agar mere ko yeh pata hota to mein apni shaadi ke liye bhi loan leta.
by Pak101.com (few years ago!)
1st sardar: oye agar neend na aaye to kya kia jaaye?
2nd Sardar: Neend ka intizar karne se achha hai ki banda soo hi jaye
by Pak101.com (few years ago!)
Gabbar : Kitne admi they?
Sambha : Sardar 2
Gabbar : Mujhe ginti nahin aati, 2 kitne hote hain?
Samba : Sardar 2, 1 ke baad aata hai
Gabbar : Aur 2 ke pehle?
Samba : 2 k pehle 1 aata hai.
Gabbar : To beech mein kaun ata hai?
Samba : Beech mein koi nahi aata
by khalid hussain (few years ago!)
Ek Mental Hospital Mein Saare Pagal Ro Rahe The.
Ek Pagal Chup-Chap So Raha Tha.
Doctor Ne Puchha: “Tum Kyun Shanti Se Soye Ho?”
Pagal: “Main Mar Chuka Hoon, Isliye To Sab Ro Rahe Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: agr ma mar gya to tum dusri shadi kar lo gi?
Girl: Nhi ma apni bhen k pass reh lu gi.
Girl: Agr ma mar gai to?
Boy: Ma b Tumhari Bhen k sath reh lu ga ..
by haleema sadia (few years ago!)
Aik Book Writer ne apni Begum se poocha:
Tumhain meri Books main se konsi Book pasand hai?
BV sharma k boli Cheque Book G.;)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa: bhaisaab, yahaa se mumbai kitna door hai?
Vyakti: 400 km.
Santa: baap re, mujhe aaj hi vaapas lautnaa hai. mumbai se yahaa tak kitnaa door hai?
by Pak101.com (few years ago!)
1 Makrani Bohat Dair
Se 1 Haseen Larki Ko Ghoor Raha Tha
Larki:Kya Dekh Rahe Ho
Makrani:
Hum Soch Raha Tha Ke Agar Tum Hamara Maa Hota To
Hum Bhi Khoobsurat Hota
by Pak101.com (few years ago!)
PARROT TOOK HIS PREGNANT WIFE TO HOSPITAL 4 DELIVERY. AFTER AN HOUR DOCTOR COMES OUT.
PARROT ASKS, "KYA HUA?"
DOC : "KYA HOGA, POPAT HOGA"
by Pak101.com (few years ago!)
Barkha Dutt: Laloo Ji, hamare desh mein divorce ke cases badte hi ja rahe hain. Aapko kya sochte ho, iska main karan kya hai.
Funny Laloo: Shaadi.
by Pak101.com (few years ago!)