Popular Guy
Who is the most popular guy at the nudist colony?
The guy who can carry a cup of coffee in each hand and adozen donuts
by Pak101.com (few years ago!) / 1170 views
Similar Jokes
GIRLs Two Types ki hoti hai
1= Boring - Jo dhoop wale din chatri le ke jati hain.
2=Intresting - Jo barish k din jaan boojh k chatri ghar bhool jati hain..;-P
by Pak101.com (few years ago!)
father:jao beta meray liye ek glass pani ley k ao.
beta:abu mein nai jasakta, mein game khel raha hun.
2nd beta:choreye abu ye to hai he batamez
aap khudi ja k pe lein
by Pak101.com (few years ago!)
Santa (Ladki ko chedte hue): Hor soniya ki haal he…??
Ladki (gusse me) boli: Jo teri behn ka hai.
Santa (hans kar): Woh to pregnant hai!!!
by Pak101.com (few years ago!)
santa Ne Khubsurat Ladki Ko Dekh Kar Kaha
santa: Aap Kahan Rehti Hain
Ladki: M G Road
santa: Itni Khubsurat Hokar Road Par Rehti Hein
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan Namaz parh raha tha
.
To dosra usky bare mai kesi ko bata raha tha ke yai boht Namazi owr naik banda hai.
.
Pathan Namaz thor kar bola:
Es ko bolo ke "hum ne Haj bhi kia hai"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Boy- Sir Ne Aaj Mujhe Bahut Mara
Dad- Why ?
Boy- Sir Ne Puchha 2*3=? , Maine Kaha 6, Phir Puchha 3*2=?
Dad- Saale Dono Answer Same Hota Hai.
Boy- Maine Sir Ko Bilkul Aise Hi Kaha Tha..
by Pak101.com (few years ago!)
Ek bar kuch banda
Ek bar kuch bandar jangal se bhag gaye phir wo hotel mein phuchen unme se ek pizaa kha raha tha ek burger kha raha tha aur kuch bade dhayan se ye message parh rahe the
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa Taxi Main Ja Raha Tha. Achanak Taxi Ruk Gayi.
Sardar Driver bola: Sir Taxi Aage Nahi Ja Sakti, Petrol Khatam Ho Gaya Hai.
Funny Santa: Koi Baat Nahi Taxi Vapis Ghar Ko Le Chalo.
by Pak101.com (few years ago!)
Fakir To Santa: Aapke padosi ne pet bhar k khana khilaya he, Aap b kuch khilao.
Santa: Yeh lo HAJMOLA..
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ne banta se kaha, Bahar dekh subah hui ke nahi.Banta... Janaab, abhi bahut andhera hai.Santa bola saale,kaamchor, torch jga ke dekh.
by Abdul Sami (few years ago!)