Murkh Ho Tum
Boss: Murkh Ho Tum
Tumne Kabhi Ullu Dekha hai?
Santa: Nahi Sir
Boss: Niche kya dekhta ha meri Or dekh
by Pak101.com (few years ago!) / 982 views
Similar Jokes
Faqeer:5 rupee ka swal hai baba?
Pathan:pocho shahid mujhe ata ho.
by Sabir shah (few years ago!)
Munna bhai:apun ko kaisy pata chalay ga k ye bakra hai ya bakri?
circuit:simple bhai ,pathar mar kar dekho,
ager bhaga to bakra
aur ager bhagi to bakri
by Abdul Sami (few years ago!)
Chhota Sardar: Mummy kal raat ko, phir maine bathroom ka darvaja khola toh light apne aap jal gaye.
Mummy: kaminey aaj phir tune fridge mein susu ki!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek bar ek ladka samosa ke bich ke aalu ko kha raha tha aur bahar ke hisse ko phek raha tha.
Dushra dost usse poochta hai ke tum samose ke sirf aalu ko kyun kha rahe hoo?
Pehla: Doctor ne mujhe bahar ke chejo ko khane se mana kiya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
teacher: boys aap ko aamir khan aur kajol ki film
fana se kiya lesson mila?
student: andhi, kani, langri, jo bhi mile, phansa leni chahye.
by Pak101.com (few years ago!)
Boy-Mai Shadi nahi karunga
Dad-Kyu?
Boy-Q ki Gaon wale Meri Mangetar ko taxi kehte hai
Dad-Are Beta Karle.. Chota sa to Gaon Hy Kitni chali hogi
by Pak101.com (few years ago!)
Bank manager ask the pathan in interview
Manager" what is Cyclone?
Pathan: It is the loan given by the bank to purchase a Cycle.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sasur ne Daamaad se kaha : 6 saale me 8 baache.Ye kya hai?
Daamaad : Maine aapse kaha tha Gareeb jarur hu par aapki beti ko kabhi khali pet nahi rakhunga!
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Maa hum bara ho kr pilot bane ga
Maa: beta muje kaise pata chalega k ye
mere betay ka jahaz ha???…
Pathan(bara soch kr): hum guzarate waqt
ghar pe bomb
phenk dia kare ga
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Aadmi Apne Dost ke ghar
gaya, Bell
bajai
“Ding dong.. ting tong”
Ek Bachcha bahar aaya
Aadmi: Beta Papa ghar pe
hain ?
Bachcha: uncle Papa toh
Bazar gaye
hain..
Aadmi: Chalo Bade Bhai ko
bula do
Bachcha: ji woh cricket
khelne gaya
hai
Aadmi: Beta mummy toh
hongi ghar
pe ?
Bachcha: Ji woh kitty party
mein gai
hai
Admi gusse me: Toh Beta
tum ghar pe
kyun baithe hue ho tum bhi
kahin
chale jao :/
Bachcha: ji main bhi toh
apne Dost ke
Ghar aaya huya hun :
by hearthackervsgirls (few years ago!)