pathan & teacher
Teacher: Cheel ko English Main kya Kehte hain?
Pathan: Eagle.
Teacher: Agar Cheel Beemar Hojaye to?
Pathan: Illegal.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 1082 views
Similar Jokes
Private School Ke Bache Zoo Mein: “Oh! Wow Monkey Is Sleeping Don’t Disturb”
Govt. Scool Ke Bache: “Oye Dekh Tera Baap So Raha Hai Pathar Maar Saale Ko“
by Pak101.com (few years ago!)
1 Sardar Ji Ki Shadi Hui.
Rukhsati K Waqt Dulhan
Pehle Maa K Galay Lag K Roi,
Phir Baap K, Phir Bhai Aor Behan K Galay Lag K Roi.
Sardar Ji Ne Dulhan Le
Jane Se Inkar Kr Dia Or Kaha
Aey Twade Kolon Chup Nai Hondi Te Mere Kolon Kinj Howe Gi.
by Pak101.com (few years ago!)
GF-Chand kahan hai? BF-Chand do hai, 1 tum aur 1 upar. After Marriage:Biwi- Chand kaha hai? Pati-Andhi hai? wo upar kya tera Baap CFL jala k baitha hai.:-|
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Black African Lrki Ko jadugar Ne
Jadu Se Par Lga diay.
Lrki : Wow, Ab kia Me PARi bn gai?
Jadugar :NI Pagli..
.
.
.
Tu "CHAM'GADAR' bn gai hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: shaadi ke baad tumhaari jimmedaari badgayee hai kya?
Banta: haan yaar. pehle sirf mere liye khaana pakaana tha. ab mere biwi ke liye bhi pakaanaa pad rahaa hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Larki Doctor se:
Meri Skin Bohat Ziada Mulayem, Soft aur Sensitiv ha aur Mera Rung B Bohat Gora hai, Main Raat ko kya Laga kr Soya kron?
Doctor:
"KUNDI"....
by Mohammad Ali (few years ago!)
Patient: Doctor, you must help me. I'm under such
a lot of stress, I keep losing my temper with
people.
Doctor: Tell me about your problem.
Patient: I just did, didn't I, you stupid fool!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Tumse mil kar hogaya zindgi se pyar
Raah main chorr kar mat jana mere yaar
Bin tere hum ji na payenge
Tum na hoge to hum
BEWAQOOF
kisay banayenge;-)
by khalid hussain (few years ago!)
Wife: Chiragh Le Kar Bhi Dhondo Gy.
Tab Bhi Puri Dunya Main Mujh Jesi Biwi Nahi milegi.
Husband: Tumne Kese Soch Liya K.
.
.
.
Dosri Baar Bhi Tumhary Jesi Biwi He Dhondonga. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Husband : Jab Me Tum Per Gussa Hota Hun To Tum Apna Gussa Kahan Nikalti Ho ?
Wife : TOILET Saaf Ker K.
Husband : Hein, Kese Saaf Kerti Ho ?
Wife : Tumhary ToothBrush Se :-)
by Mazhar Khan (few years ago!)