Molvi jamaat se pehlay bola

Molvi jamaat se pehlay bola: “Kisi ka paon saff se agay
nhi hona chahiey.

Peechay kharay aik punjabi ne kaha: “Q “no ball” ho jaye gi?

by Pak101.com (few years ago!) / 940 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Daaku Pathan K Ghar Gus Giya

Daaku Pathan K Ghar Gus Giya Aur Bola Jaldi Batao SONA Kahan He?

Pathan:
Pagal Ka Bacha Itna Bara Ghar He,
Kahin B So Jao Hamen Uthane Ki Kia Zarurat Thi.

by Pak101.com (few years ago!)
Chor Ki Daadi Mein Tinka

Example Of Chor Ki Daadi Mein Tinka

Pappu Apni Wife Se – Suno ghar ka sara saman chupa do…. Mera ek dost aa raha hai….

Wife – Aisa kyun, Woh chura lenge kya….

Pappu - Arey nahi yaar pehchan lega…

by Pak101.com (few years ago!)
Oxford Ka Matlab Kya Hai

Short Man: Mr Funny, bole to yeh Ford kya hai?

Mr Funny: Bhai, gaadi hai.
Short: Toh phir, yeh Oxford kya hai?

Mr Funny: Bole toh, simple hai bhai, Ox mane Bael, Ford mane gaadi. Oxford bole toh Baelgaadi.

by Pak101.com (few years ago!)
Andaza Laga Lo

Ek Baar Santa Apni Patni Ke Liye Chappal Lene Market Gaye. Dukandaar Ne Pucha,

Dukandaar: “Aapko Kis Size Ki Chappal Chahiye, Bina Size Ke Mein Chappal Kese Dikhau?”

Santa: “Yaar Wo To Main Bhool Gaya Hoon, Aisa Karo Meri Kamar Pe Nishan Dekh Ke Andaza Laga Lo

by Pak101.com (few years ago!)
Qatil kise kahte hain

Teacher:qatil kise kehte hain?
Pthan:mujhe nai pata.
Techer:agr ap apne ku qatal kar do tu ap kia howe.
Pathan:yateem

by Sabir shah (few years ago!)
Ek Chor Amir Log Ke Ghar Mein

Ek chor amir log ke ghar mein chori karne gaya. Trunk pe likha tha Trunk ko todne ki jaroorat nahi hai, 156 number press karke sahmne vala lal batan dabao, trunk khul jayegi. Jaise hi batan daba alarm baja aur police aa gayi.

Jate jate chor us lok se bola: Aaj mera insaaniyat se vishwas uth gaya hai!

by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ki Qaza Namaz

Pathan ne apni Qaza Namaz ada krny
ki sochi
Namaz se pehly unchi awaz me niyat
ki
2 rakat Namaz Qaza Fajar
4 November 1996
5:20 purana time.
ALLAH O AKBAR

by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Aik hotal kay bahir board laga tha keh khanay

Aik hotal kay bahir board laga tha keh khanay khoob kaiye bill aap kay potay ada karein gay aik shakhs nay khoob pait bhar kar khana khaya thori der baad wetter bil lay kar aagia who shakhs hairan hua keh yeh bil kaisa hai? Wetter nay kaha yeh is khany ka bill hai jo aap kay DADA nay khaya tha.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
To Be Consistent With The Popular Trait

To Be Consistent With The Popular Trait, N.W.F.P
(No Women For Pathan)
Has Been Re-Named
Khyber Pakhtunkhua – K.P.K
(Khan Pay Khan)
An Admirable Decision ;D

by Mohammad Ali (few years ago!)
Sardar

Sardar and Police man

Police: Tumhe kal subah 5 baje phansi di jayegi.
Sardar: Ha Ha Ha Ha!
Police: Kyon hans rahe ho?
Sardar: Main to uthta hi subha 9 baje hun

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Miss Call By Miss

Son: Papa aaj meri Miss

Telephone call

Creation

Funny

Wife: aaj tum udaas Q ho?

FB page Admin hone ki sabse ..

shadi mubarak

Loadshading ne namazi bana dia

Born in California

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook