Police: Tenu kal subah 5 vaje
Police: Tenu kal subah 5 vaje phansi diti jayegi
Sardar: HA HA HA
Police: Q hasda piya wain
Sardar:- Main te utthda he 9 Wajay Aan
by Pak101.com (few years ago!) / 850 views
Similar Jokes
Sardar Prays Daily For 2 Hours
Hey Vahey Guru Meri Lottery Lagade
After 11 Yrs Vaheguru Angrily Appears Says Oey Uloo De Pathay Ticket To Le Le
by Pak101.com (few years ago!)
DuNiya Mai 1 Waqt Aesa aye Ga Jab Sari Zameen par
Sirf PakistaNiyon ki HakuMat HoGi
Q K Baqi loG Traqqi Kar kE Chand Par Ja Chuke Hon Ge.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan ne illegal dewar bnai
Ksi ne kaha kuch aisa kro k dewar
purani lge
Pathan ne dewar pe likh dia
Hum QUAID E AZAM ko peshawr any pr
khush amdid khty hain.
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
'Doctor se mareez ne kaha. Main ek mahinay se 50 rupee ki rozana dawa kha
raha ....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
A boy 2 pathan: Mai agar chahon to tamam Pathano ko Jannat se nikal kar Jahanum main la sakta hoon.
Pathan: Kaise?
Boy: Main Jahanum mai Naswar ka dukan kholon ga.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa: Yaar Me Mobile Kharid Ke Barbaad Ho Gaya..
Banta: Kyon?
Santa: Baar Baar Kehta Hai Battery Lo Battry Lo
Abtak 100 Battery Kharid Chuka Hu
by Pak101.com (few years ago!)
'Khusra Maths K Paper Main uth k Dance Karny laga
Kisi Ne Pucha Yeh Kya Kar R....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar Apna Radio Theek Karwanay Shop Pe Gaya.
Dukandar: Radio To Theek Hai
Bas Mousam Kharab Honay Ki Waja Se Chal Nahi Raha.
Sardar: Theek Hai,
Te Mousam Nawa Pa Day.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 shadi main Dulha ki pehli mangaitar bhi sajh dhaj k i.
Kisi ny pocha k kiya ap Dulhan hain ?
Us ny kaha "G Nahi Main Semi Final main haar gai Thi.
Final dekhnay aai hun
by Pak101.com (few years ago!)
Ek muddat k baad uski call aai
aur
uski awaz suni ,
to dil ne mujh se sawal pocha
aby jaldi pehchan kon c wali hai.
by Sabir shah (few years ago!)