Duniya mey Sirf Tum hi Aik
Duniya mey Sirf Tum hi Aik Khoobsorat nahi ho., . ( Dost)
Suna ha K "SRI-LANKA" mey koi "Murli Dharan" B rehta hai''
by Pak101.com (few years ago!) / 1125 views
Similar Jokes
Joota chupai ki rasm k wqt dulhay ki 1 sali ne kaha:main to 1100 loongi.
2nd sali boli mai to 2100 loongi.
peche se 1 pathan bola: 2310 lelo, us main FM Bhi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
wife:subah mere chehre pe pani kyo dala,
pati: tere baap ne kaha tha k meri beti PHOOL ki tarha hai ise murzane mat dena..
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Car Ki Nilaami Ho Rahi Thi.
1 Lakh, 2 Lakh, 3 Lakh…..
Santa Shocked: “Iss Khataare Mein Aisa Kya Hai? Jo Itne Rate Lagg Rahe Hai?”
Seller: “Iss Ke 10 Accident Hue Hai Har Baar Sirf Biwi Hi Marti Hai, Husband Bilkul Sahi Salamat Rahta Hai”
Santa Khush Hoke: “10 Lakhhhh“
by Pak101.com (few years ago!)
Judge: You are crossingthe limits.
Lawyer: Kaun Saala aisa kehta hai?
Judge: How dare you callme saala?
.
.
... .
.
.
Lawyer:My Lord, I said kaun ‘Sa Law’ kehta hai?
by Pak101.com (few years ago!)
Frnd 2 Memon:
Jb Grmi Prti H To Ap Kya Krte Ho
Memon: Hm Sb A.C K Samne Bet Jate Hain
Frnd: Jab Us Se Bhi Ziyda Garmi Parti Hai To
Memon: Phr Hm A.C On Krlte Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek baar ek husband ne apni wife ko uske dost ke sath ghumte dekh liya.
Usne aav dekha na taav us dost ko jaan se maar diya.
Wife ne ye dekha aur gusse se boli..
Wife: “Tum Apne Is Gusse Ke Karan Apne Saare DoSto Se Haath Dho Bethoge”
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar proposed a girl……
Girl said am 1 yr elder to u…….
Sardar said Oye no problem
soniye I’ll marry u next year.
by tanveer hussain (few years ago!)
Mother To Doctor On Phone:
Mere Bache Ko Current Laga Hai
Mai Kya Karo
Doctor:
Pehle Ap 2 Nafil Shukrane Ada Karen K Apki Tarf Bijli Arahe Hay
by Pak101.com (few years ago!)
Ek makhi ki halat bht kharab thi woh doctor k pass gai,
Doctor: kiya hua?
Makhi: bus chai(tea) main gir gai thi, Parhne wale sahab ne choos choos ker halat kharab ker di.
by Pak101.com (few years ago!)
taSan.. yeah bacha tumhara kia lagta hai
Golu..: yeah mera door ka bhai hai
Molu ..: door ka mein samjha nahin
Golu..: iss k orr mere beech 8 behan bhai orr hai :P: P: P:P :P :P :P :P :P :P :P...
by Ahsan Ijaz (few years ago!)