Santa Bike chala raha tha
Santa Bike chala raha tha
Santa PRAD0 wale se:Kabi Bike dekhi hey?
PRAD0 wala:Ja apna kaam kar
...
Santa phir PRAD0 k brabar aya or bola:Kabhi Bike dekhi hy?
PRADO wala:Pagal hey kya meri 40 lakh ki gadi or muje Bike se jala raha hy!
Kuch dair baad PRADO wale ne dekha Bike udhar padi hey or Santa kahin pada hey
PRADO wala:Ye kya hua?
Santa:Kabi bike dekhi hy?
PRADO wala ghusse se bola:Haan dekhi hey bol ab?
santa:iska BREAK kidher hota hai?
by Pak101.com (few years ago!) / 1061 views
Similar Jokes
Ager trains k naam Pakistani Actresses k naam pe hotey tou khabrain aisi hotin: Aaj Reema overload ho kr gai!! Saima k neechay aa k aik banda halaak!! Accident main Shahida Minni ki pichli bogi tabbah!! Tez raftaari ki wja se LAILA patri se uter gai!! Meera pe charhne waalon ki tadaad main izafa!! Nirma chalte chalte band ho gai!! Khushbu ki body change karne ka faisla!! Nargis per ghair qanooni tor per charhey huay 7 afraad ko saza!!
by Mohammad Ali (few years ago!)
really girls r very smart…. ;)
girl: apple ka rate kya hai…???
shopkeeper: 100rs ke 10…
kuch kam kro na plz…..
.
.
.
.
.
.
shopkeeper: acha ap 80 ke 8 le lo….
.
girl: thank U… yeh hui na baat… dedo…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Exam hall mein Student copy pe apna
Panja bana ra tha.
Duty per teacher bola paper mein to hand ki diagram ka Question nai
Student:
Mein paper banane wale per lanat bhej raha hun
by Numan Malik (few years ago!)
Biwi: “Tum nay kabhi sochnay ki koshish bhi ki hai tumhari tankhwa aakhir kahan jati hai”? Shohar: Baigam jab say hamari shaadi hui hai main nay is qisam ki koshishain turk kar di hain”
by Zaid Mughal (few years ago!)
Ek sardar subah subah jogging karne ke liye nikla apne kutte ke sath.
Rudra: Oye yeh subah subah gadhe ke saath kaha jaa rahe ho?
Sardar: Oye yeh gadha nahi kutta hai.
Rudra: Oye main kutte se hi pochh raha hoon
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Luchnowi Nawab Punjab pahuncha aur sardar se rasta puchne ko ruka: Huzoor, Ek Takleef Deni Thi Aapko?.
.
Sardar: Sale de kar to dekh teri bakkal na taar dunga.
by Pak101.com (few years ago!)
Budget 2015
Chawal 1 Rupay k 2 Danay,
Daal 50 Paise ki 4 Danay,
Oil 10 Rupay k 2 Drops,
Doodh 2 Rupay ka 1 Qatra.
Zaroori Note:Jo bhi ye sab cheezen ek sath khareedega,usay Asli Desi Ghee ki Khushbu Muft sunghai jayegi.
Aur
Petrol Free dekhaya jaye ga
by sana (few years ago!)
Do pathan apas mein baatein kar rahe they
Pehle ne kaha yaarTum bare kaam chor ho
Yeh son kar dosra bola, ghalt bilkool ghalt Mujhe tu kaam se sakht nafrat hai Main bhala woh shey kion churane lagaJo mujhe pasand naheen
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek student ki aakhri khwaish – Mujhe jala dena ya dafna dena, maru to 1 ghoot beer pila dena,
mein tajmahal nahi chahta dosto, meri kabr par girls hostel bana dena!!
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: JAWANI owr BURHAPAY mai kia farq hota hai?
.
Student: JAWANI mai mobile mai HASEENO ke numbers hotay hai, owr BURHAPAY mai HAKEEMO ke
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)