Car ki Battery
Pathan car ki Battery change karwane gaya.
Mechanic: Sahab! Exide ki daal doon?
Pathan: Nahi yaar, dona side ki daal de, warna phir problem hogi.
by Pak101.com (few years ago!) / 961 views
Similar Jokes
Aaj Maine ek Jaan Bachai,Pucho Kaise?
Ek Bhikhari Ko Maine Pucha
1000 Ka Note Du To Kya Karega?
Wo Bola-Khushi Se Mar Jauga!
To maine use paise nahi diye..!
by Pak101.com (few years ago!)
Ab TeRe sMs Me Wo Zook-e-Muhabat Nahi Rahi
Dost
LaGta He Tere Sath Bhi Koi Bachi Set HoGai,
(',')/ Bachi K
/).) Chakkar Me
Bhai Ko Bhol Gya
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aslam ek raat macher dani say bahir so raha tha. Maa nay poocha k Aslam beitay isa q kertay ho?
Aslam:maa gee, macheron ko bewakoof bana raha hoon. Woh samjein gay k mein macher dani k ander hoon, hahaha....
by Mazhar Khan (few years ago!)
Jisko FARAZ ne chaha woh kisi aur ki hogai
wah wah wah
Jisko FARAZ ne chaha woh kisi aur ki hogai
.
Lo Dadso yaro, Pepsi aj to fair 70 di hogai ;-) :-P :-D
by Mazhar Khan (few years ago!)
3 Pathan film "Sholay" daikhny gaye
.
Hero ne kaha "Basanti en kutton ke samny mat nachna
.
Pathan khary hokar boly: "Ticket lia hai, eska baap bhi nachega"
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Log Kehte Hain K Badam Pistey Waghaira Khaney Se Dimagh Taiz Hota hai...
Ghalat Kehte Hain.
.
.
.
Kyon K Agar Aisa Hota to Aaj Sabse Aqalmand Pathan Hota
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pati Bhaga Bhaga Hotel Ke Manager Ke Pass Aya Aur Chillata Hua Bola
Pati: “Jaldi Chalo, Meri Biwi Khidki Se Kud Kar Jaan Dena Chahti Hai”
Manager: “Main Kya Karu?”
Pati: “Kamine, Khidki Nahi Khul Rahi Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
A Sardar Passing Through A Jungle
Churail Stops Him And Says:
Hoo Hoo Haa Haa Main Churail Hun..!
Sardar: Janta Hun Salii
Tere Aik Behan Mere Ghar Main Bhi Hai!
by Pak101.com (few years ago!)
Marasi five star hotel k
washroom gya jb wapis aya to
sweeper ne 65 rupey mang liye
marasi:
(‘:’) mola khush rakhy ki gal
<) ) Lotey vich
/ / 7,up c ?:p
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 ladka - "Mere Papa itne lambe hai ki khade khade chalte FAN ko rok dete hai."
2 ladka - "Mere papa bhi lambe hai, lekin aisi chutia harkate nhi karte."
by Pak101.com (few years ago!)