Football Male Hai Ya Female?
Teachar Class Mein Bachon Ko Padhate Hue Puchti Hai.
Teacher: “Batao Bachon
Football Male Hai Ya Female?”
Sonu: “Mam, Male”
Chinki: “Mam, Galat Hai”
Teacher: “Kaise?”
Chinki: “Mam, Jiske Pichhe 22-22 Jawan Langot Pehan Kar Dhodte Ho Wo Male Kaise Ho Sakta Hai“
by Pak101.com (few years ago!) / 1011 views
Similar Jokes
Titanic K Saath Santa Bhi Doob Raha Tha,
Or Hans Bhi Raha Tha,
Banta:Oye Hans Kyun Raha Hai?
Santa:Shukar Hai Mainay Return Ticket Nahi kharida.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Baap: Ye Jin Waghera kuch nhi hotay
Beta: Papa Nokrani kehti hy k
humaray Ghar main jin hain
Baap: Saman pack karo
Beta: Q papa ?
Baap: Abay.. Humary Ghar main koie
Nokrani hi Nhi Hai.
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Pathan: Yaar Mujhe logon Ne Social
Work Kerne Per ßOht Maara..
dost: SociaL Work?
,
,
,
Pathan: Haan
Mein Ne Qaßristan k Gate Pr
WeLcome Ka Board Lga dia Tha
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Baap:
Itne kum marks..??
2 thappar lagne chahiyen.!!
Beta: Han papa!
mein nay to us kameenay mastar
ka ghar bhi dekh liya hay…!!
by khalid hussain (few years ago!)
Ek Chhota Bachha Dukandaar Se Bolta Hai.
Bachha: “Uncle Dettol Soap Hai Kya?”
Dukandaar (Naak Se Ungli Nikalte Hue) Bola: “Haan Beta, Hai Naa”
Bachha: “To Phir Haath Dhoke Ek Creamroll De Do“
by Pak101.com (few years ago!)
Girl: Doctor sahib mairy boyfriend ko andar bhula lejeye
.
Doctor: Trust me mai shareef admi ho….
.
Girl: Nahi Doctor Sahib, apki nurse bahir akeli hai, owr maira boyfriend shareef nahi hai
by Mazhar Khan (few years ago!)
Dhol dhamakay ki awaz sun kar Ali bahar nikla to
dekha k kuch Pathan khushi se Bhangra daal rahay
hain.
Ali: Khan g kia hua.Pathan: Hamara bhai mar gia hy
Ali:To is me khushi ki kia baat hy
Pathan: Log kehtay hain k Pathano ka Dimagh nahi
hota jab k hamara Bhai Dimagh k Cancer se mara
hy!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Naukrani: malkin aap udaas kyon hain?
Malkin: tumhare sahab apne office ki kisi ladki se pyaar karte hai.
Naukrani: nahin, sahab mujhe dhokha nahin de sakte
by Pak101.com (few years ago!)
Ustaf Fursat Fatte Haal Ji Kafi Time Se Ek Ladki Ke Piche The.
Par Jab Unki Bat Na Bani To Unhone Ladki Ek Shayari Likhi
Hum To Tumhari Dosti Mein…
.
.
.
Itne Door Tak Nikal Aaye Hain Dost…
.
.
.
Ke Ab To Rikshay Wala Bhi Wapsi Ka 2000 Mangta Hai…
by Pak101.com (few years ago!)
Inspector to Banta: Phaansi se pehle, bata teri
antim ichha kya hai?
Banta: Mere pair upar aur sir neeche kar k faansi
de do..
by Tanveer Hussain (few years ago!)