Ek Aadmi ne Add dekha
Ek Aadmi ne Add dekha
"PURANA MOBILE DO AUR NEW MOBILE LO"
Wo us address per pohancha tu wahan koi shop nahi thi.
Us ne waha par 2 Larkon se is Add k bare mey poocha
Unhoon ne GUN nikal k kaha:
ye Add Hum ne dia tha
"CHAL YE PURANA MOBILE DE AUR JA KR NEW MOBILE LAY"
by Pak101.com (few years ago!) / 866 views
Similar Jokes
Sardars Friend:
Yar Kal Meine Kitni Baar Call Kiya,
Uthaya Q Nahi?
Sardar:
Q Uthaun,30 Rs. De Ke Jo Gaana Lagwaya Hai
Woh Kya Tera Baap Sunega
by Pak101.com (few years ago!)
Lady To Dukandar:Aisa Sabun Do Jo Kam Ghise Or
Nahane K Baad Chehre Pay Laali Laye.
Dukandar Naukar Sy:Madam Ko Ek Eent Ka Tukra
Day Do.:-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Baar Ek Madari Bandariya Ka Naach Dikhakar Bollta Hai, Naach Meri Dulhan tujhe Paisa Milege Kahan Kadardaan Tujhe Aisa Milega.
Bandariya: Chup Raha Kambhakt, Kaun Sa Kadardaan Elecrical Engineer Hokar Bandariya Ka Naach Dikha raha Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Compaq is considering changing the command (press any key) to (press RETURN key )
bcoz of the flood of calls asking where the any key is?
by Abdul Sami (few years ago!)
Boy & girl playing Ludo.
BOY: Agar 1,2,3,4 ya 5 aya to I’ll kiss U.
Girl: What?
Acha aur agar 6 aya to?
Boy: Kabi Ludo nai kheli kya.6 aya tu dubara bari
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 pathan ne molvi ko bohat maara,
kisi ne pucha kyn maara.
PATHAN: ye kehta he tamam muslman jannat ka mazay lenge,
jannat tou hamara bewi ka nam hai¦
by Pak101.com (few years ago!)
Pani o Bijli ke ke wazir Nokar ko daante hoye.
Wazir: Tumjhe jis kaam ke lye behja jata hai, teen ghante se pehle wapis nahi ate, Tumhara masla kya hai?
Nokar: Sir, Main to aap ke hukam ka gulam hoon, aap he ne farmaya tha, ke Bijli ki tarha kam kya karo.
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana.
Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony mein
mere lakhon rupaye fase huye hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Police Officer Bachey Se:Beta Kia Tumhare Abu “Al Qaida” Me Hain?
Bacha: Uncle! Mujhe Abu Ka To Pata Nahi! Per Main
.
“Noorani Qaida” Pe Hoon!
by HAQ (few years ago!)
Train M Sawar GOLU:Thookna H,Kaha Thooku
MOLU:Agle Aadmi Ki Jaib Me Thook
G:Use Pata Chala To
M:Jb Maine Teri Jaib Me Thooka To Tuje Pta Chala Tha
by Pak101.com (few years ago!)