Wife:agar main mar jaon
Wife:agar main mar jaon to tum kia karo ge...............
Hasband:Shayad main bhi mar jaon ga..........
Wife: kion???
Hasband:kabhi kabhi zyada khushi janlewa hoti hai
by Pak101.com (few years ago!) / 901 views
Similar Jokes
Girl: Doctor sahib mairy boyfriend ko andar bhula lejeye
.
Doctor: Trust me mai shareef admi ho….
.
Girl: Nahi Doctor Sahib, apki nurse bahir akeli hai, owr maira boyfriend shareef nahi hai
by Mazhar Khan (few years ago!)
Bhikari-sahab ek rupiya de do.
Sahab-tumhe sharam nahi aati road par khade hokar bhikh mangte?
Bhikari-abe tere ek rupiye ke liye office kholu kya?
by Pak101.com (few years ago!)
aik foji train main ja raha tha aur aik police wala samnay baitha tha
police walay nay poocha kay chuti pay ja rahay ho to
foji nay kaha haan meri bivi ko bacha hua hai
police walay nay kaha kay kitnay arsay bahad ja rahay ho
foji bola 2 saal bahab
police wala phir to bacha haram ka hua
foji haan main bhee to usko police main bharti kara doon ga
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Khud ko kar kanjos itna k
msg karne pe compny wale cal kar k pochen k o bhai such me send karna hai ya sending failed kar den.
by Sabir shah (few years ago!)
Aik patient Munnabhai k paas aaya, Munna nay us
ka chekup kiya aur bola
Munna: Tumharay pass ziyada waqt nahi hai
Patient: Meray pass kitna time hai.
Munna: Dus (10)
Patient: Kya Dus.... Minute..... Ghantay..........
Din......?
Munna: No (9), Aath (8), Saat (7),......
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Father:me nai chahta k meri beti ki puri zindagi gadhe k sath guzre
boy:is lye to me is lye yahan se le jana chahta hun.
by Sabir shah (few years ago!)
Judge said to STUPID:- tum per cycle chori ka ilzaam saabit nahin howa, lihaza tum ko ba-izzat barri kiya jata hai!!
STUPID:- Edda matlab main cycle rakh lawaan..!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
pappa: mummy kyu chup baithi hai?
santa: kuch nahi, mummy ne lipstick maangi thi, lekin maine fevistick de diya
by Pak101.com (few years ago!)
Ek pathan aasman par daikh raha tha us ne ek doosre pathan se poocha
Yara! Yeh sooraj hay ya Chand?
2nd Pathan: Pata nai.. Hum to iss sheher mai naya aaya hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Husband wife dinner ke liye gaye, hotel mai 1 larki ne husband ko hello kaha.
Wife(ghusse se): Kon thi yeh?
Husband: Tum please mera dimagh kharab na karo, abhi us ko bhi batana hai
ke tum kon ho
by hearthackervsgirls (few years ago!)