Tum Meri Shadi Me Aaoge Na?
Santa-Tum Meri Shadi Me Aaoge Na?
Banta-Mai Un Logo Me Se Nahi
Jo Musibat
Ke Waqt Dost Akela Chhod De.
Main Zarur Aaunga
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1057 views
Similar Jokes
Banta: Ek sar dard ki goli dena
Santa Chemist: Thora sochane ke baad, Sar dard hone ki to koi goli nahi aati
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan Ne Shadi K Liye
1 Zaheen Larki Talash Ki…
Lekin Us Larki Ne Shadi Se Inkar Ker Diya…
.
.
Kyon…?
.
.
Kyon K Wo Waqai Zaheen Thi…
by Pak101.com (few years ago!)
In Sardiyon Main Romance Acha Nahi FARAZ...
.
.
.
.
.
.
Geezar(Geyser) Tera Kharab Hai Kuch To Khayal Kar...!
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Pathan Apna Mobile Qabristan Men Dfna Rha Tha.
Man: Ye Kya Kr Rhe Ho?
Pathan: Yaara Dukan Wale Ne Kha He K Mobile DEAD Ho Gya Hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
GF to Pappu: Titanic dekh kar kya seekha ?
.
.
.
.
.
.
.
.
Pappu: Sikha kuch nahi,
abhi tak soch ra hu
ki
aise mast mauke par bhi koi
painting
kaise kar sakta hai.. :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aaj apni Muhabat ko naya morr dia us ne,
Mere liye baalon ko khula chorr dia us ne!
Pehly hansta tha main monh khol k,
Ab to Aagy wala hi daant torr dia us ne!
Us ne sargoshi ka kaha mai betaab ho gya,
Kaan paas kiya to marorr diya us ne!
Sardian aain to laya malty mehbub k liye,
Malta kha k chilka ankhon main nichor dia us ne!
Bewafai ki had b dikha di ik din us ne zalim,
Milny ghr gya to pechay kutta chor dia us ne:-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
ek sardar apni bhabhi ko buhat mar raha tha.
logo ne pucha: kia hua sardar ji?
sardar ji bola: meri bhabhi achi aurat nahin he ji.
logo ne pucha: q kia hua?
sardar bola: yr dost mobile pe bat karte hein jis se bhi puchun,"kis se bat kr rhe ho?"sab bolte hein......
"TERI BHABHI SE"..........
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Admi K Haath Ki 6 Ungliyaan Thien.
Sub Log Usay “AKBAR”kehte thay
Socho Q?
.
Qk AKBAR Uska Naam tha Bai gee
Tujhy Her SmS Main Fankaari Chahiye
by Abdul Hannan (few years ago!)
Baar baar q puchtay ho maqam apna jane jana
1 baar keh jo dia
tum bari film ho
by Sabir shah (few years ago!)
If ur world is spining Round & Round..& Round….
Ur heart is beating fast ,
do u think its LOVE????
na Munna na its called high B/P…
by A. Sami (few years ago!)