ik pathan ghalti say
Ek Pathan Ghalti Se Motorcycle Qabristan Main Le Gaya.
Aur Bola:
Ye Pehli Sarrak Hai, Jis pe Itne Speed Breakers Hain.
Aainda Hum Is Sarrak pe Nahi Aayega.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 926 views
Similar Jokes
A tourist from United States comes to visit India and he sees a sardar. He asked a question to him:
Tourist: Any great men born in this village?
Sardar: No sir, only small babies!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Aaj mai bus ke peche bhagty howe ghar tak
aya hon, owr karaye ke 20 rupey bhi bacha leye.
.
2nd Pathan: Tum boht bewakof ho, Rekshe ke peche
bhagty tu 80 rupey bach jaty
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan Sarak K Kinary
Cigret Pety Huwy Bhag
Rha Tha?
Admi:Tum
Bhag Q Rhy Ho?
Pathan:Hum Dekh Rha
Hy K Cigret Kitny KM
Chalta Hy
by Pak101.com (few years ago!)
Ik amir Sardar ko heart surgery ke liye blood ki zarrorat thi.
Ik garib Bania us ko blood donate karta hai. Sardar usko 5 crore ka inam deta hai.
Sardar ko ik bar fir blood ki zarrorat padti hai. Bania badi khushi se usko fir blood donate karta hai. Iss bar Sardar usko ik Cadburies Chocolate gift karta hai.
Bania kaaran poochta hai.
Sardar: Ab meri body me bhi Bania ka khoon dor raha hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Height of Good Luck
,
,
Teacher: Hey you, Stand up And tell Me 2 pronouns
.
Student: Who, Me?
.
Teacher: Very Good Sit-down..:-)
by lescol (few years ago!)
Ladki Ne Apne Boyfriend Ko SMS Kiya
Ladki: “Jaanu, Agar Tumhara SMS Nahi Aya, Toh Mein Roti Nahi Khaungi”
Ladka Uske Pyar Ko Dekhte Hue Khushi Se Bola: “Sach?”
Ladki: “Haan, Mein Sirf Paneer Parantha, Ice-Cream Kha Ke Guzara Karlungi
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Oye Tumko KUTTEY par Mazmoon
Likh kar Laney ka kaha tha?
Pathan: Hum kya karey, jab Hum ne KUTTEY par Pen rakha tö wo Hamara tang par
Kaat krar bhag gaya.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bus Chali
Jhatka Laga
1 Pathan 1 Larki Par Gira
Larki boli: batamez kya kar rahe ho ?
Pathan: Baji
Allama Iqbal open university se B.A kar raha hoon.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bakra Eid Special message..
In Sallu bhaii ishtyles..... :p
VEER:
Jahan bhi gosht bhejun ga..
5 seir ek sath bhejun ga......
Wanted:
Agr ek bar me gosht bhej du..
To dubara mangne mat ana.....
Dabbang:
Hum tumhen itna gosht bhejen ge..
k tum confuse ho jao ge k...
qurbani tum ne ki ha ya hum ne......
Ready:
Tumhen bakra Eid pe 3 log zyada gosht bhejen ge..
I, Me & Myself........
Bodyguard:
Mujh per 1 Ehsaan krna..
Mujhse bar bar gosht na mangna........!!
Advance Eid mubark to all of u.........!!
by Pak101.com (few years ago!)
Film director ne hiro se kaha - tumko 100 fit ki uchai se swiming pool me chhalang lagani hai.
Hero- lekin mujhe tairna nahi ata,mai dub jaunga.
Director- chinta wali koi baat nahi hai, pool me pani nahi hai.
by Pak101.com (few years ago!)