Super Bezti
Super Bezti =D
Larki:
Mera bag 2500, sandal 2200 aur suit 3000 ka hai.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Larka:
bs karo, pehlay apnay sir par dupatta sahi kr lo
5 rupay wali HAIR band nazar aarahi hai..:p
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1144 views
Similar Jokes
Son came home drunk, to avoid mom’s scolding he took a Laptop & started working.
Mom: R U drunk…??:@
Son: No mom.:x
Mom: Beyghairat, phir suitcase khol k kya type kar raha hai…???
by hearthackervsgirls (few years ago!)
A Girlfriend Calls her Boyfriend
GF : Honey where are you ?
BF : I'm at the bank.
GF : Dear, please I need 3000 bucks to activate my blackberry, 5000 to do my hair and 10,000 to buy a dress.
BF : Sorry, I meant I was at the "bank"
of a river ..
Do you want fish ??"
by Tayyab Mughal (few years ago!)
Patient: Mjhe bemari hai. Na khaoon tu bhook lagti
hai,
Na soo tu Neend aati hai, Ziada kaam kr k thak jaata
hoon.
Doctor: Saari Raat Dhoop mai betho Theek hojaogay.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: 5 mark lekar bhi tum has kyu rahe ho?
Student: main yeh soch raha hoo ke woh 5 marks kaise mila :
by Pak101.com (few years ago!)
Agr ap ko rona aa raha hu tu ap
aaeina dekh lein
ap ki hansi nikal jae gi
mazak k ilawa
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar: Apki gari (car) ka naam kia hai
Lady: I don't remember it name now but its starts with "T"
.
Sardar: O that's good.. hamari gari tu Petrol se start hoti hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Father:
Mere 4 Bachay Hain,
3 Ne MBA Kea Hua Hai Aur 1 Chor Hai
Frnd: Jo Choriyan Karta Ha
Usay Ghar Se Nikaalte Q Nhi Ho?
Father:
Ek Wohi To Kama K Lata Hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan kisi larki ke ghar rishta le kar gaya,
Larki ke maa baap:… humari beti abhi parh rahi hai…
pathan:koi baat nahi, ham ghante baad a jaega…!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek chor amir aadmi ke ghar mein chori karne gaya. Tijori pe likha tha “Tijori ko todne ki jaroorat nahi hai, 452 number press karke sahmne vala lal batan dabao, tijori khul jayegi. Jaise hi batan daba alarm baja aur police aa gayi.”
Jate jate chor seth se bola: Aaj mera insaaniyat se vishwas uth gaya hai!
by Pak101.com (few years ago!)
Girl Romantic Mood Mein Rajnikanth Se Boli.
Girl: “Ek Chutki Sindoor Ki Keemat, Tum Kya Jaano?”
Rajnikanth: “0.00078924576 Rs. Per Gram.”
by Pak101.com (few years ago!)