"She is Kidding"
Teacher: Translate into Urdu.
"She is Kidding"
Pathan: Woh Bachay Day Rahi Hai.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 934 views
Similar Jokes
Jaisa Ki Aap Sab Jante Hai Ki Pappu Ka Dimag Shaitani Kamo Mein Jyada Aur Padayi Ke Alava Har Sawal Ka Jawab Dene Mein Chalta Hai.
Ese Hi Teacher Ne Uss Se Ek Study Se Related Sawal Kiya, Ab Aap Khud Dekh Lijiye Ki Pappu Ka Dimag Kaisa Hai Study Mein.
Teacher: “Taj Mahal Kisne Banaya Thha?”
Papp: “Ji Majduro Ne”
Teacher: “Oh.. Mera Matlab Hai Banvaya Kisne Thha?”
Pappu: “Ji Thekedar Ne“
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: mere frnd ne chupke se mere mbl se meri GF ka number le liya….
Banta: fir kya huya???
Santa: bewakoof kal se aapni he behen ko romantic MSG vej raha hai………!!!!;-):-P:-D
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Zindagi mei kabhi haar na mano
zindagi mein
itna agay baro
itna agay baro
itna agay baro
k agay wala tang aa k kahe
“tu lang ja sadi khair aey.
by haleema sadia (few years ago!)
Pathan 2 Shopkeeper: 1 Kala bulb daina !
Shopkeeper: Kaalay buld ka kia karna hai?
.
Pathan: Dopehr mai sonay ke lie andhair karna hai
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Banta calls FM radio: I'v found sm1 named
Kamaljit's wallet wid Rs. 15K.
RJ: Sir! U wnt 2 retrn d wallet?
Banta: Ni pagal! I wnt 2 dedicate a sad song 2
him.;-
by Tanveer Hussain (few years ago!)
AMERICA: Hamare Kutte Fotball khelte hai.
JAPAN : Hamare Machhi Dance Karte hai.
CHINA : Hamare Hathi Cricket Khelte hai.
INDIA : HAMARE GADHE MASSAGE PADHTE HAI.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek dost nay dosray dost say pocha, "batao, wo konsi jaga hay jehan baap betay ko bhool jaata hay aor
beta baap ko?"
Dosray dost nay kaha,
"shaadi k moqay par".
by Pak101.com (few years ago!)
Aik sudent ne hostel se apny baap ko khat likha
no money
_
no funn
_
your son
baap ne jawab me likha
how sad
_
very bad
your dad
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan:
Hum Bachpan may bohat taqatwar tha
Dost:
Wo kaisay ?
Pathan:
Hamara Maa kehta he Jab Hum Rota tha, to sara Ghar Sar pe otha leta tha.
by Mohammad Ali (few years ago!)
1 Chor,Police se chupta hua 1 tuti Qabr me lait gya.Qareeb se kuch Pathan guzray to unho ne socha ke shayed log Mayat par Matti dalna bhool gaye.
Fatta fatt Matti dalna shuru kar di. Chor bola:
“Bachao Bachao”
Pathan:
“Oh Khocha Jaldi Jaldi Matti daalo is par to Azaab shuru ho gaya ha..
by Pak101.com (few years ago!)