Nomonia ho gaya
Patient: Doctor ap ko yakeen hai k mujhay
Namoonia (pneumonia) hai, kyun k pichlay dino aik
doctor meri friend ka Namoonia ka ilaaj karta raha
aur woh Typhoid say mar gayi.
Munna: Haan ray meray ko akha yaqeen hai, tu
namoonia say hi maray ga.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 967 views
Similar Jokes
Apne husn par itna guroor na kar
Sab do din ke masti hai
Tera husn bhi tab tak hay kayam
Jab tak fair & lovely sasti hay
by Abdul Sami (few years ago!)
3 Bachay Aapas mein Batein Kar Rahe Thay:
Pehla Bacha: Main Bhooray Rang ki Car Longa Q K Mere Abbu k Baal Bhooray hain.
Dosra Bacha: To Mai kaali Car longa Q K Mere Abbu k Baal Kaale hain.
Teesra Bacha: Main To Baghair Chhat(Roof) ki Car lon ga
Q K Mere Abbu to Ganjay hain. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pathan hamesha Apne Mobile Ke Saath 1 Scissor
Rakhta Tha,
Kisi Ne Poocha??
“Khan Saab Ye Konsi Science Hai ?”
Pathan: : O Yaara Kabhi Kabhi Call Katna Bhi Par
Jata Hai Na.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa asks Banta hOw was yur exam?
Banta: It was Ok-but i cOuld nOt ans. past tense Of THINK-I thOught, thuOght & finally wrOte THUNK-!
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Kal Muje 10 logo ne Peeta. Santa: Phir tune kya kiya? Banta: Maine kaha salon ek-ek karke aao. Santa: Phir? Banta: Phir kya, Salon ne ek-ek karke dubara Peeta !
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa zoo ka watchman tha. Zoo officer – Tumne
sher ka pinjra
lock nahi kiya?
Santa : Ki lod hai,
ennu kanjar nu kinne chori karna..?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Facebook : hahaha i wont let u study x-D
.
.
.
Me : Plz dont do this to me..i beg u..
... .
.
.
.
Facebook : ok then log out and study..!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Me : yaar tu to bura maan gya... achha chal u win... show me whats new?
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Ladki apne BF k sath Ghoom Rahi thi.. .
.
.
Itne me us ka
husband aa gaya aur uske BF Ko pitne
laga..
Ladki- Maar saale Ko
Apni biwi ghumaata nahi h,
Aur dusro
ki biwi gumaane le aata hai...
.
.
.
(itne me BF josh me
husband ko marne laga)
.
.
.
Ladki - Maar saale Ko, na khud ghumaane le jata hai,
na kisi aur ko ghumaane deta hai...
by Pak101.com (few years ago!)
A visitor to a certain college paused to admire the new Hemingway Hall that had been built on campus.
"It's a pleasure to see a building named for Ernest Hemingway," he said.
"Actually," said his guide, "it's named for Joshua Hemingway. No relation."
The visitor was astonished. "Was Joshua Hemingway a writer, also?"
"Yes, indeed," said his guide. "He wrote a check."
by Pak101.com (few years ago!)
Baap- Tumne Apni Mummy Se Unchi Aawaz Me Baat Ki.?
Beta- Mujhe Pata Hai Ki
Apko Jalan Ho Rahi Hai..
..Kyo Ki Aap Aisa Nahi Kar Sakte
by Pak101.com (few years ago!)