10th class ka student
10th class ka student : Mein fail hona chahta hu Dost : Kyun?
Student : Papa ne kaha hai ki 1st aaya, to science dilvaunga, 2nd aaya to arts, fair hua to shadi kara denge!
by Mohammad Ali (few years ago!) / 1140 views
Similar Jokes
Suhag raat me santa cnfuse ho gya ki nayi biwi se kya bolu..?
Akhir me bola- aapke ghrwalon ko malum hai, ki aap yahan mere saath ho?
by Pak101.com (few years ago!)
Ek terrorist ne ek aunty ke pas
bomb rakh diya.
Log chillaye-
Aunty bomb hai! Aunty bomb hai!"
Woh sharma kar boli:-Ary chhodo ab wo pehle wali baat kahan
by Pak101.com (few years ago!)
Agr Fursxxaat Ke Lamhoo Mein
Mujhaay Yaaad Kartaay HoToh
Mujhaay Yaad Maat Karnaah
Mai Tanhaa Zaroor Hu Magaar Fizzzul Nahi.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Doctor Mariz Se :
Ager Tum Meri Duwa Se Theek Ho Gaye To Mujhe
Kya Enaam Do Gay
Mariz:
May Qabrey Khodta Hun
Aap Ki Qaber Free Khod Dun Ga
by Pak101.com (few years ago!)
Ishq Mein Jamhoriyat Nhi Hy Warna…. Dharna Dy Dy Kr Tujhy Apna Bna Lety….! Tahir ul Qadri or Imran Khan Ka Veena Malik Ko Sms….
by @irha@ (few years ago!)
Ek Pathan ki Chappal kisi ne Chura li,
Woh Seedha Qabristan Pohancha Aur Wahan Baith kar Kehne laga:
Chor ko Kaha Dhonda Jaye 1 na 1 Din to Yahan Aayega na.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sante ne apni engagement tod diti.
Kiyon ki kudi kavari c.
Santa: Jo ajj tak kisi di nahi ho saki, oh meri kiven ho sakdi hai
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:Tum shadi shuda ho?
Pathan: Han, humara aurat say shadi hua ha
Sardar: Bewakuf, to kia mard se b shadi hoti ha
Pathan:Han humara bahen ka hua ha.
by Pak101.com (few years ago!)
Class Teacher Ne Students Ko
"MY CLASS TEACHER"
Pe 10 Line Likhne Ko Kaha
Thori Der Bad 1 Student Ne Uth Kr Pucha:
Sir'Kanjar' Ko English Me Kya Kehte Hain? :-P
by Pak101.com (few years ago!)
kya moh-maya hai!!
Apna baccha roye to dil me dard hota he aur dusre ka roye to sir me..
Apni biwi roye to sir me dard hota heaur dusre ki roye to dil me
by Pak101.com (few years ago!)