Neutron in the Bar
A neutron walks into a bar and asks,
“How much for a drink?”
The bartender replies, “For you, no charge.”
by WAQAR (few years ago!) / 1794 views
Similar Jokes
Baap:beta koi bat nhi tmhari qismat me fail hona likha tha ho gye
Beta:ye to acha hua dad maine pura saal nai padha warna sari mehnat bekar ho jati.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ny 15 rupy b.v ka sdqa utara or us mn 85 rupy dal k 100 wala card load krwa lia
B.v ye kya kia?
Pathan: balance mery pas aa gya or sdqa Zardari Ko chla gya
by Pak101.com (few years ago!)
Wo khud pe gharoor karta hai to is me herat ki koi bat nai
dost
jis ko hum chahte hain wo aam ho hi nai sakta
wo to amrood hai amrood
by Sabir shah (few years ago!)
Ek baar ek Totaa (Bole to Parrot) Ud raha tha full speed par.
Uske saamne achanak full speed mein ek Ferrari aa rahi thi, dono ki takkar hui...
Totaa behosh hoga ya, raste mein ek bhikari tha usne Totaa ko uthaya aur ghar le gaya.
Usko marham lagaya aur pinjare mein rakh diya.
Jab Totaa ko hosh aaya, usne apne aap ko pinjare mein dekha.
Aur bola, Aalia JAIL . Woh Ferrari ka driver mar gaya kya
by Pak101.com (few years ago!)
New Krishna to Radha-
Main Krishna Kanhaiya aur tu
Radha Gori
Main Kites ka Hritik tu Barbara Mori
Radha – Jyada line mat mar coz i Hate Luve Story…
by Pak101.com (few years ago!)
Girl to Sardar: How many apples can u eat with empty stomach?
Sardar:4 apples.
Girl:U can eat only 1 apple bcoz when u eat 2nd apple then ur stomach is not empty.
Sardar:Wah yar kamal kr diya, myn apny doston ko b bataon ga,
Sardar to his frnd:
How many apples can u eat with empty stomach?
Frnd:6 apples
Sardar: O jaa yaar.. tu 4 bolda ty enna shugal lagna c…
by Hassaan Chohan (few years ago!)
Munna bhai -Mamu, apun bachpan mein dus maley ke building se gir gaya tha.
Mamu -Aarey, phir kya hua. Bach gaya ki tapak gaya?
Munna bhai -Yaad nehin hai yaar. Bahut purane baat hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Laloo to his P.A.: Itne khiladi kyun football ko laat maar rahe hai?
P.A.: Goal karne ke liye.
Laloo: Susra, ball toh pahle se hi gol hai aur kitna gol karenge!!
by Pak101.com (few years ago!)
Gillani Ne Zardari Ko Msg Kiya:
Please Aik Mazahiya SMS Bhejo.
Zardari:
Sorry Mein Abhi Namaz Parh Raha Hoon.
Gillani:
Ha Ha Ha Ha Ha,
2, 3 Aur Bhejo…!!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Maths teacher: If you have 12 chocolates and you give 5 to Priya, 3 to Sonia & 2 to Neha then what will u get????
Student: 3 New Girlfriends Mam
by Pak101.com (few years ago!)