Tu chand mange
Tu chand mange
Main chand dedu.
Tu raat mange main raat dedu.
Tu dil mange main dil dedu.
Tu jaan mange main jaan dedu.
Bas
Yar light na mangna, wo to wapda waly b nhe dy sakty . . . .
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1290 views
Similar Jokes
Ustaad: Sab se ziada nasha kis cheez mei hota hai?
Shagird: Taleem me...
Ustaad: Wo kaisy
Shagird: Janab,
.
.
.
.
Kitaben kholte he neend aa jati hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Baap: Afsoos ke tum imtihan mai fail hogaye !!
.
Beta: Kia karta, sary sawal sood par tay, owr sood haram hai !
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek Pathan Aadmi Bahut Der Se Chand Ko Dekh Raha Tha.Aur Thodi Der Baad Bola:“Jalte Raho Beta, Jab Bijli Ka Bill Aayega Tab Pata Chalega.”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai, aaj
nahin aaya,
kaha na kabhi kabhi aata hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy to Girl-Jaanu,Coka-Cola Peene K Baad Kuch Karne Ko Dil Chah Raha Hai..
Girl-(Sharmate Huye) Karo na..
.
.
.
.
.
.
BoY- Barrrrrrrah
by Pak101.com (few years ago!)
Gang of SARDARS broke a Bank.
Instead of cash they found Botles full of Chilled Red Wine,
Happily they drank & went away.
Next day Headline aai: Blood Bank lutya gya.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pati-Malum Hota Hai Ki Daraaz Me Koi Khane Ki Chiz Hai..
Patni-Aap Ne
Bilkul Sahi Andaza Lagaya Is Me Mere Sendal Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Manager: Sorry, mein aap ko koi job nahi de sakta. Mere pas tum ko dene ke liye koi kaam nahi hai.
Funny Desi Santa: Oh sir ji, aap chinta na karo, bas mere ko job de do. Mein aap se kaam dene ke liye kabhi nahi kahunga.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: I am so miser (kanjoos) that I went alone for my honeymoon and saved half the money.
Bania: That is nothing, I saved full money. I sent my wife for honeymoon with a friend.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa kadi chawal kha rha tha , ek makhi us par baithne ki koshish kar rahi thi, ye dekh santa bola- hat hat ye woh nhi hai jo tu samajh rahi hai....
by Pak101.com (few years ago!)