Teachar vs student
Techar:tumhari zaat kia hai?
Student:pehlay hum butt the.
Pher jutt howe,pher rana ho gae,ab hain darzi aur aage ammi ki marzi
by Sabir shah (few years ago!) / 1190 views
Similar Jokes
Teacher: Bade ho kar tum kya karoge?
Student: Ji shaadi.
Teacher: Mera matalab, kya banoge?
Student: Ji dulha.
Teacher: Are, mera matlab hai, kya hasil karoge?
Student: Ji DULHAN.
by khalid hussain (few years ago!)
Ek aadmi bhagwaan se bola,
india se America tak pakki sadak banwa dijiye.
Bhagwan bole: bahot mushkil hai kuch aur maang lo.
Aadmi bola: To phir aap meri biwi ko Bahot samajhdaar aur aagyakari bana dijiye.
Bhagwan bole, sadak single banana hai ya double.
by Pak101.com (few years ago!)
child:abu Mujhe motercycle le kr dein
Abu:
Allah Ne 2 Tangain kis lyea di Hn?
Child:
Ek Kik Marny k lye or Dusri Gear lagane k liye...
by itrat batool (few years ago!)
Banta: Pareshan lag rahe ho.
Santa: Yaar baap ban ne wala hu.
Banta: Yeh to khushi ki baat hai.
Santa: Lekin biwi ko nhi pata
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Spell Ambulance?
Student: A…. M…. B…. U….
Teacher: Faster!!!!
Student: Wew! Wew! Wew!
Wew! Wew!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Shocking
Story
Aik Larki ke pass unknown call Ayi,.
Larka:
Do u have boyFriend?
Larki:
Yes I have,
But Who are
u?
Larka: Tera bhai Ho ruk Ghr ake Batata hun.
by KASHIF (few years ago!)
Suno!
Mehsoos karo,
Badal ki Garaj,
Bijli ki chamak,
Barish ki ek ek bond,
Tum se Cheekh cheekh kar
Keh rahi hai,
**Ab toh naha lo**
by Abdul Sami (few years ago!)
Ek Pathan janazy main Pit raha tha,
Bad main Pathan se pucha to usne bataya:
Cotton nahi mil rahi thi to maine Murday ki naak main Naswaar laga di.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Husb: Aj Koi Aysi Bat Kho., Jisse Dil Khush b ho Jaye or Jal b Jaye., Wife: Apke k sb Frnd's me sb se Acchi KISS Krne ka Style Apka h..
by Pak101.com (few years ago!)
Suppose Girls are genius
?
?
?
?
?
?
Hahahahahahahah
ahahahahhahahah a
Mere se to suppose bhi nhi ho
raha yar,
tum hi try karo
by Mazhar Khan (few years ago!)