50 lo Baat khatam karo
Police wala agr ap ka result acha na aya to ap ka khelna tv dekhna band
Bacha: ye lo 50 aur is baat ko yahen daba do
by Sabir shah (few years ago!) / 1418 views
Similar Jokes
Ek sardaar jee bus mein jaa rahey hotey hain aur neechey waaley hissey mein bathai huey they.
Upar sey awaaz aai, "Shamshaad!" Sardar ney apna sar bahir nikaala to upar sey ek chamaat para.
Phir thori deir baad ek aur dafa kissi ney chil laya, "Shamshad!" Phir Sardar ney apna sar bahir nikala aur chamaata parra. Baraabar key aadmi ney poocha, kiya tumhaara naam Shamshad hai? Sardar boley, nahin mein ussey bewaqoof bana raha thaa.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher: Tumhaare Aur Suman Ka Answers Ek Jaisa Hai. Woh Kaise?
Funny Sudhir: Kyunki Question Ek Hi Tha Na Teacher
by Pak101.com (few years ago!)
A little kid is pulling a rope down the beach when a man asks the kid
"Why are you pulling that rope?" the kid replies
" Have you ever tried pushing a rope."
by Muhammad Zeeshan (few years ago!)
1st Behra:
Kya Tum Mumbai Ja Rahe Ho?
2nd Behra:
NaHi,
ME To Mumbai JaRaha Hu
1st Behra:
Accha,
ME Samjha Tum Mumbai JaRahe HO.!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A Drunk Sardar Fails From 3rd Floor
People Gather Around & Ask:
Sardar Ji Ki Hoya?
He Said: Pata Nahin Main V Hune Aya Haan!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Girl Ask Sardarji:
“Will U Marry Me”
Sardar Ji Replied:
No !!
Mai Shadi Sirf Apne Relatives Mai Kere Ga
Mama Ne Papa Se Ki Thi
Bhayya Ne Bhabhi Se Ki
Aur Mai Apni Biwi Se Karon Ga
by Pak101.com (few years ago!)
Passenger :
Ager Sub Trains Late Hon To Time Table Ka Kya Faida ?
Pathan :
Ager Sb Trains Waqt Per Hon To Waiting Room Ka Kya Faida . .
by Pak101.com (few years ago!)
LipStick LaGana
LarKiYo Ki
Beauty Hy
Wah Wah Wah
LipStick LaGana
LarKiYo Ki
Beauty Hai
Or
Usy Taste Krna
HuM Larrko Ki
Duty Hy
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa ko Police Ne Accident Karne Pe
Arrest Kiya..
Judge:Aakhir Ye Accident
Hua Kaise?
Santa:Kyaa Pata Sir,
Me to so Raha Tha....
by Tanveer Hussain (few years ago!)
santa ne ek Gadda khoda or usme ja k beth gaya?
banta ne puchha: ?Ae ki ho raya ha??
santa replied: DEEP THINKING
by Tanveer Hussain (few years ago!)