Girlfriend ke aansu aur boyfriend
Girlfriend ke aansu aur boyfriend ke aansu me kya fark hai?
GF ke aansu farmaish puri karwane ke liye nikalte hain,
Jabki boyfriend ke aansu unhe pura karte karte nikalte hain!!!
by Pak101.com (few years ago!) / 1001 views
Similar Jokes
doke dukhi pjjjjjjjjjjjjjjjjjj...................
Santa ka jab antim samay aaya or aakhiri waqt uske beto ne pocha:
aap bataye k aapko hum jalaye ya dafnaye?
Santa:mujhse mat pocho surprise dena..
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:O Banno Car Ki Speed Itani Kyn Badha Di..?
Biwi: Oji Car Ki Break Fail Ho Gayi Hai
Exident Ho Jaye Iske Pahale Ghar Pahunch Jaate Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Class Mein Teacher Sabka Home Work Check Kar Raha Tha,
Jab Santa Ki Baari Aayi To
Teacher Ne Dekha Ki Usne Homework Nahi Kiya Hua To Vo Santa Ko Bola
Teacher: “Tumne Home Work Kyun Nahi Kiya?”
Santa Ne Bholepan Se Jawab Diya: “Sir, Kyunki Main To Hostel Mein Rahta Hu“
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan had a deep cut on his leg.
Nurse said it would be stitched and 10 stitches are required.
Pathan asked the cost.
Nurse replied,” 3000?
Pathan said I need stitches not embroidery.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pthan Ki Murgi Bemar Hui
Sardar :
Tum Iska Sadka Utar Lo To Phir
.
Phir Kya Hona Tha,
PATHAN Ne Murghi K Lye 1 “Bakra” Sadqa Kar Diya.
by Pak101.com (few years ago!)
ek dihati nay "A" say "Z" tak angrazi(english)
k horuf(words) yaad karliya.
ek din os ki mulaqat ek shahri say huvi.
os nay shahri say pucha,
"tom kitnay paday ho?"
shahri nay kaha"BA" tak,
dihati ye sun kar hansa aor kaha "wah baboo,
do harf padliya aor wo b ultay
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Q: Why did the monkey cross the road?
A: So he could get spanked.
by khalid hussain (few years ago!)
Beta: Papa Humaray Ghar main Jin hain ?
Baap: Ye Jin Waghera kuch nhi hotay
Beta: Papa Nokrani kehti hy k humaray Ghar main jin hain
Baap: Saman pack karo
Beta: Q papa ?
Baap: Abay.. Humary Ghar main koie Nokrani hi Nhi Hy
by Mazhar Khan (few years ago!)
RAAZ Was Kissing A Blank Paper
FARAZ-Ye Kya Hai?
R-Mri GF Ka Love Letter He
FARAZ-Magar Ye Toh Khali He
RAAZ-Aaj-kal Hum baat nahin karte
by Tanveer Hussain (few years ago!)
TECHNOLOGY IMPACT:
In Year 2050
Father Angrily 2 His LKG Kid,
"I Told U a Hundred Times, U Were Born,
Not DOWNLOADED.!
by Mohammad Ali (few years ago!)