A wealthy man came home from a gambling trip
A wealthy man came home from a gambling trip and told his wife that he had lost their entire fortune and that they'd have to drastically alter their life-style.
"If you'll just learn to cook," he said, "we can fire the chef."
"Okay," she said. "and if you learn how to make love, we can fire the gardener."
by Pak101.com (few years ago!) / 1207 views
Similar Jokes
Aik shakhs mujh zahir chahye
shopkipar ap k pas ijazat naama hai
admi:nekah nama dikha dia
shopkipar:bari botel dena veer ko
by Sabir shah (few years ago!)
Dedicated to All boys:
..
“Apki kahani humari zubani”
.
.
.
.
.
.
.
.
Apke pas dimag hai,
chalta ni alag baat hai..
.
.
Aap smart hai,
koi manta nai hai alag baat hai..
.
.
Ap sareef hai,
lagta nai alag baat hai..
.
.
Kaafi izzat hai apki,
koi karta nai alag baat hai..
.
.
Apki bezzati ho rahi hai..
Aap phir bhi ye post padhke hass
rahe
hai..
‘kya baat hai’…
by Mazhar Khan (few years ago!)
sardar 1st time JAHAAZ mein betha
Jahaz runway pe chal raha tha
Sardar ne pilot ko thappar mara or bola
Menu pehle he dair ho gai a te tu sarko sarki pa lia a.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Fakir:Ary kuch de do bht bhoka hn
Sardar 100 ka note dikhate hoe bola 50 rupey han tumhare ps?
Fakir khush ho kr Han
Sardr:Te salya Pehle o te Muka le.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
True Story Of A Married Man :
.
.
Maang Bharne Ki Sazaa Kuch
Is Tarah Paa Raha Hoon,
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Maang Poori Karte Karte,
Maang Maang Ke Kha Raha Hoon..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Bar Ek Kashti Tufan Mein Phas Gayi.
Captain Zor Se Bola: “Kisi Ko Toofan Se Bachne Ki Dua Yaad Hai?”
El Molvi Aage Aya Aur Khusi Se Bola: “Haan Mujhe Yaad Hai”
Captain: “Theek Hai Tum Upper Wale Se Bachne Ki Dua Mango, Hamare Pass Ek Life Jacket Kam Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Pilot Se Head Phone
Cheen Raha Hota Hai….
Pilot: Yeh Kya Kar Rahe Ho ?
Santa: Ticket Hum Dein
Aur Gane ( Songs) Tu Akela Sune
by Pak101.com (few years ago!)
Faraz Aaj Sheher-e-Ishq Bhi Hay Mohabbat Say Khaali
Wah Wah
Faraz Aaj Sheher-e-Ishq Bhi Hay Mohabbat Say Khaali
:
:
:
:
:
Kameez Teri Kaali Tay Sohnay Phulla Wali:-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Banda Konay MeiN Chhup K Mobile Pe Baat Kar Raha Tha
Dost: Yaara! LaRki Se Baat Kar Rahay Ho?
Banda: Yaara! Khuda Ka Qasam LaRki NahiN, Mangetar Hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Tacher:chahe nusan de hai ya faida mand?
Student:agr free mil jae to faidamand aur agr pilani pare to bahut nusan de hai.
by Ramzankhan (few years ago!)