Couple date pr tha mummy ne dekh liya.
Couple date pr tha mummy ne dekh liya.
Mummy ne call kiya--beta kaha ho??
Beta-paper dene aya hu.
Mummy-Zara dhyan se dena is paper ka result aya to jaan se mar dungi.
by Pak101.com (few years ago!) / 1623 views
Similar Jokes
Larkay wale:
Aap ki beti kuch karti hai?
Larki ki amma…
Haan jii
MASHAALLAH
Rozana 3 rupee mai 500 sms krti hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Biwi-mere khyal se hmari beti ki kisi ladke k sath setting ho gai h
pati-vo kaise?
Bivi-q ki vo kafi dino se recharge k paise nahi maang rhi h.
by Pak101.com (few years ago!)
ek sonar apnay kaam main masroof ta
k ek admi nay os say pucha
" bahi sahab yahan kia forokht hota hay?"
sonar nay ghusay say kaha,"
yahan gadhay(donkey) forokht hotay hain".
to admi nay kaha,"ap akailay rah gaey hian ya aor b koi hay."
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Achi bat to sub ko achi lagti hai
lakin jb tmhe kisi ki bur bat b buri na lage to samjho tumhe pyar nai huwa
balke
zaleel hone ki adat ho gai hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Ek Raat,
ek Chor,
ek Sardar k Ghar me Ghus gaya aur bola: SONA kaha hai?
Sardar: Ullu k patthe,
pura Ghar khaali hai kahi bhi jaake SOJA
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher: Tum late kion aye ho?
Student: Ammi Abbu lar rahy thay eslie
Teacher:Wo lar rahay thay tu tum kion late aye
Student: Mera ek joota ammi ke pas tha owr ek abbu ke pas
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Suna Ha Ap Ki Muskrahat Pay Har Koi Marta Ha,
Zara Time Nikal K Aao Na.
Aik Chooha Marwana Ha :P
Zaalim ZEHER Say Bhi Nahi Marta :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
AMERICA: Hamare Kutte Fotball khelte hai.
JAPAN : Hamare Machhi Dance Karte hai.
CHINA : Hamare Hathi Cricket Khelte hai.
INDIA : HAMARE GADHE MASSAGE PADHTE HAI.
by Pak101.com (few years ago!)
Texi Wala : Sir Sorry
Mai Meter Chalu Karna Bhul Gaya Tha Ab Kitna Bhada Lu?
Santa : Oyye Praji
Koi Gal Nhi
Mei B Apna Batva Bhul Gaya Hu!
by Pak101.com (few years ago!)
Cinema main khawaateen k huqooq per film chal rahi thi.
1khaatoon ne josh mein naara lagaya:
aaj ki aurat kiya nahi kar sakti?
Pathan bola road per peshaab.
by Zia Rasool (few years ago!)