Ek admi Dr. Se: Aap Parchi Me
Ek admi Dr. Se: Aap Parchi Me Aisa Kya Likhte Ho
jo Sirf Medical Store Wale Ko Hi Samajh Me aata hai
.
.
.
... .
.
.
Dr.: main likhta hu….Main ne Loot Liya Hai Tu Bhi Loot Le..
by Pak101.com (few years ago!) / 883 views
Similar Jokes
Principal: Agar koi ladka girl's hostel me paya gaya, to usko pehli bar Rs 300 fine lagega, dusri bar 500 aur teesri bar Rs 800 fine lagega.
Mr Funny: Monthly pass ka kya lega, mamu?
by Pak101.com (few years ago!)
High Level Insult
Aik bacha park mai bench pe betha
1 k bad 1 toffee kha rha tha.
Pas bethi 1 orat boli:
Jo ziada metha khatay hen
wo jaldi mar jatay hen.
Boy:
ap ko malum hay meri dadi ki age 106 saal thi.
Orat:
wo metha kam khati hongi.
Boy:
nahi,
Wo apny kaam se kaam rakhti thi...:P :D
by hearthackervsgirls (few years ago!)
The most funniest situation in student's life:
.
When we have no idea what to write in paper and supervisor comes and say "wind up your papers"
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher:-
"Main Teri Jaan Nikal Dungi"
Iski English Kya Hogi.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Student:- English Ki Aisi Ki Taisi,
Tu Haath To Laga Ke Dikha....:P
by Raju (few years ago!)
Yoga Teacher to a woman: Kya yoga karne se tumare husband ki sharab peene ki aadat me kutch badlav aaya?
Funny Woman: Hanji, ab vo sar ke bhar khade ho ke sari ki sari botal pi jate hai.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan Ko uska Susar Jootay Maar Raha Tha:
Aadmi: Q Maar Rahy Ho?
Susar: Iski Biwi ne Hospital Se Isay SMS Kya,
TUM BAAP BAN GAYE HO.
Isne Apne Saary Doston Ko Forward Kar diya
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan:
Hum Bachpan may bohat taqatwar tha
Dost:
Wo kaisay ?
Pathan:
Hamara Maa kehta he Jab Hum Rota tha, to sara Ghar Sar pe otha leta tha.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Santa: Why majority of South Indians are black?
Banta: "Oh ji .. Because they always watch Sun TV, Surya TV, without applying Sun screen lotion"
by Pak101.com (few years ago!)
Santa, Banta & Bobby were going on a motorcycle:
Policeman gives hand to stop.
Santa shouted: Oye pagal, pehle he 3 bethe hain tu
kahan baithega?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher:"Active Voice Aur Passive Voice Ka
Example Batao.. ??
.
.
Student:"Active - Voice:"Tere Mast Mast 2
Nain, Mere Dil Ka Le Gaye Chain"
.
.
.
Passive Voice:"Mere Dil Ka Le Gaye Chain,
Tere Mast Mast 2 Nain..:p :O :D
Teacher shocks. :P
Student rocks..
by Pak101.com (few years ago!)