Class Mein Nayi Aayi
Class Mein Nayi Aayi Teacher Sab Bachhon Se Unke Baare Mein Sawal Kar Rahi Thi.
Pappu Ki Baari Aayi To Teacher Ne Puchha.
Teacher: “Tumhare Parents Kya Karte Hai?”
Pappu: “Madam Ji Pata Nahi, Hum To Jaldi So Jaate Hai“
by Pak101.com (few years ago!) / 1079 views
Similar Jokes
Santa: The judge fined me for stealing again.
Banta: Why in the world do you keep stealing?
Santa: I have to steal to pay those.
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor:Bache Ko Paani Dene Se Pehle Ubaal Dena
Chahiye,
Sardar:Woh To Thek Hai Par Ubaalne Se Bacha Mar
To Nhi Jaayega….
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Khubsurat ladkiyon se bhari train ko kya kahenge…?
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
Maalgadi..!!!
by Abdul Sami (few years ago!)
Rancho : "1 Over me kitni Ball Fenki jati hai??"
Virus : "6 Balls"
Rancho : "Galat Jawab, 1 Over me 1 hi Ball 6 times fanki jati hai."
Think Differnt.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan to 2nd Pathan: Yaar koi aisa Gift bata jo teri bhabhi k seedha Dil par lagay.
2nd Pathan: Goli maar day.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Kid (mobile cell phone par): Madam, mera beta aaj school nahi aaygea?
Madam: Aap kon bol rahe ho?
Funny Kid: Mere papa bol rahe hain.
by Pak101.com (few years ago!)
3 Sardar Apis me Bat kr rahe the
1st:
Meri BV Pregnent Thi Usne Jurwa Film Dekhi
AuR
Jurwa Bache Paida kiye
2nd:
Meri BV B Pregnent thi
Usne 3 Devian Film Dekhi
AuR
3 Larkion ko Paida kya
3rd
Bhagne Laga
To Dosto ne Pocha kya hua
Wo Bola:
Meri BV B Prgnent hai
AuR
Wo kameeni
Ali Baba 40 Chor Dekh Rahi hy.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa 60th B'day Bnta-Ye Cake Pe bulb Q lagaya
he? Snta-60 Candls lagane Me Mushkil ho Rhi thi
Isliye 60Watt k bulb laga diye
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Shair, Shairni ko Kiss Karne Laga...
Sherni Ne Rok Diya,
Aur
Idhar Udhar Dekhne Lagi.
Shair: Kya Hua Darling...?
Sherni: Dekh Rahi Hon,
Aas Paas DISCOVERY Waly To Nahi Hain. :-)
by Hina Ali (few years ago!)
Bhakt: Meri Shadi Aishwarya Se Karva Do
Bhagwan: Aishwarya Ki Ek Saari 1 Lakh Ki Hai Kharch Utha Paoge
Bhakt: Bhagwaan Koi Upai Bataye
Bhagwan: Mallika Sherawat
by Mazhar Khan (few years ago!)